Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Surah Al-Furqaan mein mushrikeen ke bahut se ayterazaat ka jawab diya gaya hai. In ayterazaat ka kya maqsad hai ?
Frage 2
Frage
Q2. Qaum-e-Nuh ne “rasoloon ko jhutlaya” jama ka sigha kyun istemal kiya gaya hai ?
Antworten
-
Qaum ke pass Nuh (a.s) ke alawa aur bhi nabi aye the
-
Ek nabi ko jhutlana tamaam anbiya ko jhutlana hai
-
Nuh (a.s) unko bar bar samjhate rahe
Frage 3
Frage
Q3. Khawish-e-nafs ko m’abud banane se kya murad hai ?
Frage 4
Frage
Q4. Allah ne asmaano, zameen aur unke darmiyan ki sub cheezon ko bade ahtemam se paida kiya. Ismein kitne din lage ?
Frage 5
Frage
Q5. Do samandar apas mein milte hai. Ek ka pani kadhwa aur dusre ka pani metha hai. Ye Allah ki qudrat ki badi nishani hai. Kaise ?
Antworten
-
Dono milkar pine ke qabil pani banate hai
-
Dono ke beech mein mazbut parda hai
-
Dono mein aabi (ابي) makluq maujood hai
Frage 6
Frage
Q6. Insaan ki kounsi rishtedarion ka zikr kiya gaya hai ?
Frage 7
Frage
Q7. Allah apni nishaniya bata kar bande se kya chahta hai ?
Frage 8
Frage
Q8. Sachi tauba ke baad imaan lane aur naik kaam karne se kya hoga ?
Antworten
-
Saghira gunah maaf hojate hai
-
Tamaam gunah maaf hojate hai
-
Gunaho ko nakiyon mein badl diya jata hai
Frage 9
Frage
Q9. Naik log dua karte hai ke unhe parhezgaron ka peshwa bana. Is se kya murad hai ?
Antworten
-
Muttaqi log unki perwi kare
-
Wo muttaqi logon ki perwi kare
-
Muttaqi log unki tareef kare
Frage 10
Frage
Q10. Sh’are Islam kis sahabi ko kaha jata hai ?
Antworten
-
Uthmaan bin Affaan (r.a)
-
Hasaan bin Sabit (r.a)
-
Zaid bin Haritha (r.a)
Frage 11
Frage
Q11. Firaun gark hone laga toh kehne laga mein Musa (a.s) ke rabb par imaan laya. Ye kaisa imaan tha ?
Frage 12
Frage
Q12. Islam mein ghulu aur jhoot se paak sh’ari pasandida hai. Aam taur par sh’ar hazraat kis qism ki sh’ari ko behtarin qarar dete hai ?
Frage 13
Frage
Q13. Kis nabi ne Allah ka ta’aruf is tarah karwaya ke “mere rabb ne mujhe paida kiya aur jab mein bemaar hojata hoon toh mujhe shifa deta hai”
Antworten
-
Nuh (a.s)
-
Musa (a.s)
-
Ibrahim (a.s)
Frage 14
Frage
Q14. Sulaiman (a.s) na sirf khud ko aata ki gai ni’amaton ka shukr ada karte hai, balke ___________________ ko aata karda ni’amaton par bhi shukr guzaar hai.
Antworten
-
Apne maa baab
-
Apni aulaad
-
Apni qaum
Frage 15
Frage
Q15. Malika-e-Saba ka kirdar kaisa dikhai deta hai ?
Antworten
-
Sulaiman (a.s) se maroob (impress) hokar imaan lai
-
Use apni saltanat par naaz tha
-
Uske andar ajizi aur khair thi aur wo haqq shinas (recognizer) thi