ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}

Beschreibung

The fundamentals of ZAKAAT
Asiya  Abdul Raoof
Quiz von Asiya Abdul Raoof, aktualisiert more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 7 Jahre
1159
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q1. Gandom ka nisab kitna hai ?
Antworten
  • 20 maan
  • 25 maan
  • 30 maan

Frage 2

Frage
Q2. Taza angoor ki zakat kis tarah di jati hai ?
Antworten
  • Taza angoor se
  • Kishmish se
  • Dono tarah ada ki jasakti hai

Frage 3

Frage
Q3. Qudrati zarae se serab hone wali zameen ki zakat kitni ada ki jati hai ?
Antworten
  • 1/10 hissa
  • 1/5 hissa
  • 1/20 hissa

Frage 4

Frage
Q4. Masnawi zarae se serab hone wali zameen ki zakat kitni ada ki jati hai ?
Antworten
  • 1/10 hissa
  • 1/5 hissa
  • 1/20 hissa

Frage 5

Frage
Q5. Zameen ki paidawaar par zakat kab di jati hai ?
Antworten
  • Har qamri saal
  • Har 6 mahine baad
  • Har fasal ki katai par

Frage 6

Frage
Q6. خرص ka kya mana hai ?
Antworten
  • Andaza lagana ( to estimate )
  • Ginna ( to count )
  • Tolna ( to measure )

Frage 7

Frage
Q7. Karobaari niyaat se kharidi gai zameen par zakat kab ada ki jaegi ?
Antworten
  • Har saal
  • Kharidte waqt
  • Baechte waqt

Frage 8

Frage
Q8. Inmein se kis cheez par zakaat ada karni hogi ?
Antworten
  • Farm animals
  • Factory ki machines
  • Shehad ( honey)

Frage 9

Frage
Q9. Inmein se kis par zakaat wajib nahi ?
Antworten
  • Dafan shuda khazane ke milne par
  • Kaan (mine) ki amdaani par
  • Zaati ghar par

Frage 10

Frage
Q10. Kitne unton par ek bakri zakaat ada ki jati hai ?
Antworten
  • 5 - 24
  • 4 - 24
  • 4 - 25

Frage 11

Frage
Q11. Koi shaks nisaab se kam maal hone ke bawajud zakaat dena chahe toh :-
Antworten
  • Ijazaat hai
  • Ijazaat nahi
  • Makroh hai

Frage 12

Frage
Q12. Kitni gaion aur kitni bakrion par zakaat wajib hai ?
Antworten
  • 20 gae aur 40 bakriya
  • 30 gae aur 25 bakriya
  • 35 gae aur 40 bakriya

Frage 13

Frage
Q13. Gaion aur bhaison ki sharhe zakaat :-
Antworten
  • Gaion ki zyada hai
  • Bhaison ki zyada hai
  • Dono ki barabar hai

Frage 14

Frage
Q14. Tijaarti gharz se pale gae janwar agar malik ke kharch par guzara karte ho toh unki zakaat :-
Antworten
  • Wahi hai jo dusre janwaro ki hai
  • Aadhi hai
  • Unki amdani par zakaat hai

Frage 15

Frage
Q15. Zaati istemaal ki cheezon par zakaat :-
Antworten
  • Wajib hai
  • Wajib nahi
  • Zarurat se zyada par ada karni hogi
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 7}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof