DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}

Description

The fundamentals of DUROOD
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 7 years ago
2076
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Durood ke alfaaz _______________________ se sabit hai :-
Answer
  • Hadeeth
  • Aasr
  • Quran

Question 2

Question
Q2. Durood Tanjina, Maqqadas, Tajj, Laky aur Akbar :-
Answer
  • Sunnat se sabit hai (masnoon)
  • Sunnat se sabit nahi (ghair masnoon)
  • Bais ajr azeem hai

Question 3

Question
Q3. Namaz-e-Janazah mein durood kab padha jata hai ?
Answer
  • Pehli takbeer ke baad
  • Doosri takbeer ke baad
  • Teesri takbeer ke baad

Question 4

Question
Q4. "Muhammad" ka matlab kya hai ?
Answer
  • Jiski musalsal tareef ki gai ho
  • Bahut farmabardar
  • Tareef karne wala

Question 5

Question
Q5. صلي ka ek matlab ye bhi hai :-
Answer
  • Tareef karna
  • Dua karna
  • Izzat dena

Question 6

Question
Q6. "Humne apka zikr buland kiya" Ye Allah ne Quran mein kis ke liye farmaya hai ?
Answer
  • Muhammad (saws)
  • Ibrahim (as)
  • Dono jawabat durust hai

Question 7

Question
Q7. Ahle Bayt :-
Answer
  • Muhammad (saws) ke manne wale (sache momin)
  • Muhammad (saws) ke ghar wale
  • Dono jawab durust hai

Question 8

Question
Q8. Barkat ka kya m'ana hai ?
Answer
  • Niamaton ka milna
  • Niamaton ka mazid izafa hona
  • Niamaton ka shukr ada karna

Question 9

Question
Q9. "حميد" ka matlab kya hai ?
Answer
  • Jo hamd kare
  • Jiski hamd ki jae
  • Jo neek ho

Question 10

Question
Q10. "مجيد" ka kya matlab hai ?
Answer
  • Izzat wala
  • Sub se a'la
  • Rizq dene wala

Question 11

Question
Q11. Waseelah se aap kya samjhte hai ?
Answer
  • Allah ka qurb talash karna
  • Muhammad (saws) ka qurb pana
  • Musalmano ka ek dusre ke qareeb hona

Question 12

Question
Q12. حميد مجيد ki sifat se hume kya sikhne ko milta hai ?
Answer
  • Direct Allah se dua ki jae
  • Waseelah neek logon ke zariye hasil kiya jae
  • Nabi (saws) ko waseelah bana kar dua mangi jae

Question 13

Question
Q13. Rasool (saws) ne kis din kasrat se durood bhejne ka hokum diya ?
Answer
  • Friday
  • Monday
  • Thursday

Question 14

Question
Q14. Azaan ke baad ki dua mein "waseelah" kis muqam ke liye aya hai ?
Answer
  • Maqame Mehmood
  • Sidratul muntaha
  • Jannat mawa

Question 15

Question
Q15. Rawdah Mubarak ki ziyarat ki niyat se jana :-
Answer
  • Bais ajr wa sawab hai
  • Durust nahi hai
  • Koi harj nahi
Show full summary Hide full summary

Similar

DUROOD KE MASAEEL {TEST - 3}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 1}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof