Test
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-8}
Preguntas del test (10)
1 Akhir kaar bani Israel ne kaisi gai zibah ki?
- ABe-aib
- Baibdaar
- Cgai zibah nahi ki
2Dil ki sakhti ko kis se tashbeeh di gai hai?
- APathar
- BLohe
- Cheere
3Dil ki kitni qismain batai gai hain?
- A2
- B3
- C4
4عقلوهse kya muraad hai?
- AJanne ke bawajood
- B-Lailmi ki wajah se
- CAmal na karne ki wajah se
5 Bani Israel ke aik shaks ka waqia bayan karke Allah tala kis aqiday ko wazeh farma raha hai?
- AAqeeda-e-Risalat
- BAqeeda-e-tawheed
- CAqeeda-Ba'si-bad-Almaout (marne ke baad ji uthna)
6Ummiyun kis cheez ki pairwi karte hain?
- Apukhta ilm ki
- BQuraan o sunnat ki
- Ctammanao aur khawhishat ki
7kin do wajoohat ki wajah se un per tabahi hai?
- Akitab apne hatho se likhte hain aur ghalat fatwe de kar kamate hain
- Bkitab apne hatho se likhte hain aur tawraat ko parhte nahi hain
- C-Tawraat ko na parhte hain aur na amal karte hain
8gunnaho per israar karne ke peeche un ki kya sooch hai ?
- AHum ko aag bus chand din chuwe gi
- B-Qayamat qaim na ho gi
- CMarne ke baad hum mitti hojaigi
9 سيئة se muraad kaise burai hai jo aag mein jane ka bais bane gi ?
- Ashirk
- Bburaion mein ghir jana aur wapis nahi palatna
- Cboth options
10amal e saleh ki do sharait kya hain?
- AAllah ke khatir ho aur Muslaman ho
- B-Musalmaan ho aur sunnat ke mutabiq ho
- CAllah ke khatir ho aur sunnat ke mutabiq ho
Información
- Descripción
- Test sobre TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-8}, creado por Asiya Abdul Raoof el 12/04/2018.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.513
- Valoración
- 5,0 de 5 · 1 valoración Valora este test