Test
TAHARAH COURSE (FINAL PAPER)
Crea una cuenta gratis para terminar este test
Guarda tu progreso y consulta tu resultado final.
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión
Preguntas del test (26)
11. Taharat haasil karne walon ko Allah (SWT) pasand karta hai.
- ASahih
- BGalat
22. الطهور شطر الايمان :-
- ASahih
- BGalat
33. Islam ki ye khoobi deegar mazahib per sabse badi hai ki Islam pakizi ki taleem deta hai.
- ASahih
- BGalat
44. Isaaeeyat (Christians) mein paak rehna aur paaki haasil karna pasandidah amal hai
- ASahih
- BGalat
55. Ehle-Madinah ki taareef ki gayi is bina per ki wo paani se taharat haasil karte the.
- ASahih
- BGalat
66. Daawat-e-Deen ke liye paaki ikhtiyaar karne ki takeed ki gayi hai.
- ASahih
- BGalat
77. Aap (SAW) ne farmaya “Pwaaganda – baal rehna, shaitaani fail hai”
- ASahih
- BGalat
88. Allah ke rasool (SAW) ne taharat ke masaael khutba mein irshaad farmaaya.
- ASahih
- BGalat
99. Munkireene-Hadees taharat se mutallik ahadees ko lekar hadees ka inkaar karte hai.
- ASahih
- BGalat
1010.Ghusl ke liye neeyat ke saath dua padhni bhi zaruri hai.
- ASahih
- BGalat
11 11.Wuzu (taharat) karne se haath aur paaon ke kabeera gunnah maaf hojaate hain.
- ASahih
- BGalat
1212.Taharat namaz ki kunji (key) hai.
- ASahih
- BGalat
1313.Peshaab ke chhinton se gaflat baratne per azaab-e-Qabr hota hai.
- ASahih
- BGalat
1414.Paani agar apna rang ya zayka badal de to paak hojaata hai.
- ASahih
- BGalat
1515. Mazi kharij hone se ghusl waajib hojaata hai.
- ASahih
- BGalat
1616. Mayyat ko ghusl dene ke baad ghusl karna waajib hai.
- ASahih
- BGalat
1717. Ek khatoon, haalat-e-janaabat mein hai, bachche ko sakht bhook lagi hai to
- Aa) Wo pehle wuzu karegi aur bachche ko doodh pilaayegi
- Bb) Uske liye pehle ghusl karna zaruri hai
- Cc) Wo bagair wuzu doodh pila sakti hai
1818. Khatoon A raat ki duaaein padhna bhool gayi aur ab wo haalat-e-janaabat mein hai to
- Aa) Wo bagair padhe so jayegi
- Bb) Wo pehle wuzu karegi
- Cc) Wo duaaein padh sakti hai
1919. Aapke bachche ne Quran uthaya aur Quran neeche girne ka khatra hai, aap haalat-e-haiz mein hai to
- Aa) Aap kisi dusre fard ko awaaz dengi ki Quran pakad lo
- Bb) Aap pehle wuzu karengi phir pakdengi
- Cc) Aap khud bachche ke haath se Quran le lengi
2020. Sakht sardi ka mausam hai, khatoon A ne wuzu karke socks pehen rakhe hain. Ab wo dobara Rafa-e-haajat se faarigh hokar namaz ke liye
- Aa) Apne socks utarkar wuzu karegi
- Bb) Apne socks per masah karegi
- Cc) Dono jawabaat durust hai
2121. Khatoon B haalat-e-janaabat mein hai, curfew laga hai aur paani maujud nahi
- Aa) Unke liye namaz maaf hogi
- Bb) Wo paani ka intezaar karegi
- Cc) Wo tayyammum karke namaz ada karegi
2222. Khatoon A ne roza rakha, neeyat bhi karli, Maghrib ki azaan se do ghante pehle unhein haiz aa geeya to
- Aa) Azaan tak kuch nahi kha sakti
- Bb) Unka roza mukammal ho jayega
- Cc) Unhein us roze ki qaza ada karni hogi
2323. Khatoon B haalat-e-janaabat mein sehri ke liye uthi lekin waqt aisa hai ki sehri khaaye to ghusl ka waqt nahi to
- Aa) wo sehri kha legi, ghusl baad main karegi
- Bb) wo ghusl karegi kyunki haalat-e-janaabat mein roza nahi rakha jaa sakta
- Cc) wo roza hi nahi rakhegi
2424. Khatoon A, Asar ki namaz, aankh lag jaane ki wajah se waqt per ada nahi kar sake. Jab neend se bedaar hui to unhein haiz aa gaya to
- Aa) Unper se Asar ki namaz saaqit ho jayegi (namaz padhna zaruri nahi)
- Bb) Taharat haasil karne ke baad, wo Asar ki namaz padhegi
- Cc) Dono jawabaat durust hain
2525. Haalat-e-haiz mein ye kaam nahi kiye jaa sakte :-
- Aa) Duaaein aur zikr-o-azkaar
- Bb) Roza, namaz, hajj, zakaat, miya-biwi ka taaluq
- Cc) Namaz, roza, tawaaf, sohbat
2626. Haalat-e-haiz mein taharat ke baad agar miya-biwi ka taaluq qayam ho jaaye to kaffara
- Aa) 1 dinar
- Bb) Nisf (half) dinar
- Cc) Kuch bhi nahi
Información
- Descripción
- Purification is half of faith
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.108
- Historial
- Creado el 16 jul 2018 · actualizado el 23 mar 2020
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test