¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-11}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Tohfa dekar wapis lene wale ko hadith mein kis se tashbeeh di gayi hai?
    1. Aa) kutta
    2. Bb) Chor
    3. Cc) Saanp
  2. 2Talaq sirf bure logon ke darmiyaan waqae hoti hai
    1. Aa) True
    2. Bb) False
  3. 3Ismam mubeena (khula gunah) kis ko kaha gaya hai?
    1. Aa) Talaq dena
    2. Bb) Mehr kam muqarrar karna
    3. Cc) Maal dekar wapis le lena
  4. 4Sauteli maa se nikah karne ko kya kaha gaya hai?
    1. Aa) Buhtaan
    2. Bb) Fahisha
    3. Cc) ism
  5. 5Qintara ka maani kya hai?
    1. Aa) Bahot zyada maal
    2. Bb) Tohfa
    3. Cc) mehr
  6. 6Kaunsi statement sahi hai?
    1. Aa) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se bhi haraam ho jate hain.
    2. Bb) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se halal ho jate hain.
    3. Cc) Jo rishte nasab se halal hain wo razayat se haraam ho jate hain.
  7. 7Kisi aurat ko uski phupi ya khala ke saat nikah mein jama nahi kiya ja sakta.
    1. Aa) True
    2. Bb) False
  8. 8Doodh peene ki umar mein, pet bhar doodh kam az kam kitni dafa peene se razayat sabit ho jati hai?
    1. Aa) 3
    2. Bb) 7
    3. Cc) 5
  9. 9Doodh peene ki umar kab tak hai?
    1. Aa) 2 saal
    2. Bb) 1.5 saal
    3. Cc) 2.5 saal
  10. 10Haqeeqi bete ki bewa se nikah karna...
    1. Aa) Jayez hai
    2. Bb) Haraam hai
    3. Cc) Makrooh hai

Información

Descripción
TAFSEER SURAH NISA Test sobre TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-11}, creado por Asiya Abdul Raoof el 17/04/2020.
Idioma
English
Visitas
438
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?