¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-13}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Bade gunah jinpe hadd lagti ho ya jahannum ki waeed sunai gayi ho
    1. Aa) Kabair
    2. Bb) Sayyiaat
    3. Cc) Zunoob
  2. 2Mudkhalan kareema
    1. Aa) Duniya ka araamdeh ghar
    2. Bb) Izzat ki jagah
    3. Cc) Madrasa masjid
  3. 3Chote chote gunah jinpe taubah karne se maafi mil sakti hai
    1. Aa) Kabair
    2. Bb) Sayyiaat
    3. Cc) Zunoob
  4. 4Faraiz ada na karna...
    1. Aa) Kabair
    2. Bb) Sayyiaat
    3. Cc) Zunoob
  5. 5Chote gunahon ki maafi ke liye bade gunahon se bachne ki shart hai.
    1. Aa) True
    2. Bb) False
  6. 6Hadees mein, bade gunahon mein sabse bade gunah kaunse bataye gaye hain?
    1. Aa) Sadaqa na karna - ladai karna - bahot qasmein khana
    2. Bb) Nafil namaz na padhna - nafil roze na rakhna - sawali ko dekh ke dena
    3. Cc) Shirk karna - walidain ki nafarmani - jhooti gawahi
  7. 7Takabbur ki wajah se ________ , _________ ban sakte hain.
    1. Aa) Kabair , sayyiaat
    2. Bb) Sayyiaat , kabair
    3. Cc) Sayyiaat , saghira gunah
  8. 8Hadees mein kis namaz ko ada na karnewale ka sar pattar se kuchalne ki waeed di gayi hai?
    1. Aa) Fajr
    2. Bb) Asr
    3. Cc) Isha
  9. 9Kin ko chuntiyon ki tarha raundha jayega?
    1. Aa) Jhoot bolnewale ko
    2. Bb) Takabbur karnewale ko
    3. Cc) Azan ka jawab na denewale ko
  10. 10Kaan lagakar dusron ki baat sunna...
    1. Aa) Kabair
    2. Bb) Sayyiaat
    3. Cc) Zunoob

Información

Descripción
TAFSEER SURAH NISA Test sobre TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-13}, creado por Asiya Abdul Raoof el 01/05/2020.
Idioma
English
Visitas
468
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?