Quiz
TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-13}
Perguntas do quiz (10)
1Bade gunah jinpe hadd lagti ho ya jahannum ki waeed sunai gayi ho
- Aa) Kabair
- Bb) Sayyiaat
- Cc) Zunoob
2Mudkhalan kareema
- Aa) Duniya ka araamdeh ghar
- Bb) Izzat ki jagah
- Cc) Madrasa masjid
3Chote chote gunah jinpe taubah karne se maafi mil sakti hai
- Aa) Kabair
- Bb) Sayyiaat
- Cc) Zunoob
4Faraiz ada na karna...
- Aa) Kabair
- Bb) Sayyiaat
- Cc) Zunoob
5Chote gunahon ki maafi ke liye bade gunahon se bachne ki shart hai.
- Aa) True
- Bb) False
6Hadees mein, bade gunahon mein sabse bade gunah kaunse bataye gaye hain?
- Aa) Sadaqa na karna - ladai karna - bahot qasmein khana
- Bb) Nafil namaz na padhna - nafil roze na rakhna - sawali ko dekh ke dena
- Cc) Shirk karna - walidain ki nafarmani - jhooti gawahi
7Takabbur ki wajah se ________ , _________ ban sakte hain.
- Aa) Kabair , sayyiaat
- Bb) Sayyiaat , kabair
- Cc) Sayyiaat , saghira gunah
8Hadees mein kis namaz ko ada na karnewale ka sar pattar se kuchalne ki waeed di gayi hai?
- Aa) Fajr
- Bb) Asr
- Cc) Isha
9Kin ko chuntiyon ki tarha raundha jayega?
- Aa) Jhoot bolnewale ko
- Bb) Takabbur karnewale ko
- Cc) Azan ka jawab na denewale ko
10Kaan lagakar dusron ki baat sunna...
- Aa) Kabair
- Bb) Sayyiaat
- Cc) Zunoob
Informações
- Descrição
- TAFSEER SURAH NISA Quiz sobre TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-13}, criado por Asiya Abdul Raoof em 01-05-2020.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 468
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz