First chapter

Descrição

first chapter test
Afia Ilahi
Quiz por Afia Ilahi, atualizado more than 1 year ago
Afia Ilahi
Criado por Afia Ilahi mais de 3 anos atrás
8
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Seerah Nabi SAW parhnay min mera maqsad?
Responda
  • Paper min achy marks
  • Seerah sa ilm min izafa ho
  • Seerah sa meri apni zindagi aor mamlaat behtar ho sakin

Questão 2

Questão
Seerah ka kia mutlab kia hy?
Responda
  • kisi bhi shaks ki zindagi ka achy buray halaat
  • asay shakhs ki zindagi ka halaat jis ka kirdar per kisi ko koi aitraz na ho

Questão 3

Questão
Drust tareef per nishan lagayin
Responda
  • Hadeeth sa murad Nabi SAW ka jawani sa akhri waqat tak ka aqwal, afaal aor iqrar hy
  • Seerah sa murad Nabi Saw ki pori zindagi ka hallat e zindagi hy
  • Hadeeth nubuwat ka baad ka aqwal , afaal aor iqrar hy
  • Seerah sa murad nubuwat ka baad ka halaat hin

Questão 4

Questão
Tibraani ki Hadeeth ka mutabiq Janaat ka bagh sa murad [blank_start]Ilm ki majalis[blank_end] hin
Responda
  • Ilm ki majalis
  • sar sabz bagh
  • nahroon waly bagh hin

Questão 5

Questão
Abu Mussa Ashri R.A ka mutabiq asa momin jo Quran parhta hy aor achy ikhlaq wala hy uski misal
Responda
  • khajoor ki si hy
  • lemon ki si hy
  • yasmeen ka phool ki si

Questão 6

Questão
Sunnat sa murad
Responda
  • hallat e zindagi
  • Nabi saw ka aqwal, affal aor iqrar
  • hadeeth ka ilm sa jo ammal samnay aty hin

Questão 7

Questão
Nabi [blank_start]pehli shariat[blank_end] ko nafiz karty hin jabkay Rasool [blank_start]nayi shariat[blank_end] nafiz karty hin
Responda
  • pehli shariat
  • nayi shariat
  • nayi shariat
  • pehli shariat

Questão 8

Questão
Seerat e nabi per likhi janay wali kutab ki tadad
Responda
  • 10 lakh
  • 5 lakh

Questão 9

Questão
Hazrat Muhammad saw ka nasab nama min koi bhi bagair Nikkah ka nhi tha
Responda
  • True
  • False

Questão 10

Questão
Nasab nama mubarak
Responda
  • Muhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin abd munaf bin qusai
  • Muhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin kalab bin qusai bin munaf
  • Muhammad bin abdullah bin abdul mutlab bin hashim bin abd munaf bin kalaab bin qusai

Questão 11

Questão
Hazrat Muhammad SAW ka nasab nama Hazrat
Responda
  • Hazrat Ishaq A.s
  • Hazrat Ismail A.s
  • Hazrat Musa A.s

Questão 12

Questão
Quraish darasal Fahar bin malik ya khuzaima bin mudrakah ka laqab tha
Responda
  • True
  • False

Questão 13

Questão
[blank_start]Abdul Mutlab[blank_end] na zam zam ko kunwa dobara khodnay ka sharaf hasil hoa
Responda
  • Abdul Mutlab
  • Muhammad saw
  • Ismail A.s
  • Abdullah

Questão 14

Questão
Hazrat Muhammad saw ko doo [blank_start]zabiho[blank_end] ki olad kaha jata hy aik [blank_start]Ismail A.s[blank_end] aor dosray [blank_start]Abdullah[blank_end]
Responda
  • zabiho
  • Ismail A.s
  • Abdullah

Questão 15

Questão
Nabi saw ka walid Abdullah ka intiqal [blank_start]madina[blank_end] min hoa aor walida Amina bibi ka intiqal [blank_start]abwa[blank_end] ka muqam per hoa
Responda
  • madina
  • makkah
  • abwa
  • abwa
  • makkah
  • madina

Questão 16

Questão
Mulk sham ka safar min Nabi saw ki mulaqat [blank_start]bahira rahib[blank_end] sa hoi
Responda
  • bahira rahib

Questão 17

Questão
Jang e Fujar isliya para ka iss min [blank_start]haram mahina[blank_end] ki hurmat pamal ki gayi thi
Responda
  • haram mahina

Questão 18

Questão
Hazrat Khadija r.a ka gulam [blank_start]Maisrah[blank_end] na Nabi saw ka aala ikhlaq aor buland shmail ki gawahi di
Responda
  • Maisrah
  • warqa
  • asad

Questão 19

Questão
Hazrat Khadija r.a sa Nabi saw ki olad ki tarteeb
Responda
  • Qasim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Ibrahim
  • Qasim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah
  • Ibrahim, Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Qasim
  • Zainab, Ruqayah, Ume kalsum, Fatima , Abdullah, Ibrahim

Questão 20

Questão
Nubawat sa pehly Nabi saw min
Responda
  • koi burayi nhi thi
  • Amant, Mardangi, Shujaat, Adal, Hikmat , haya aor mahman nawazi
  • tajarat ka ilm nhi tha

Semelhante

How to Increase Student Engagement in the Classroom
miminoma
8 eLearning trends teachers should know about
megclark
Collaborative Learning
miminoma
Study unit 1
chandra Sinclair
Figure 4.1 Four Categories of Learner Characteristics
Idania Arroyo
How effective is making maths and science mandatory in Yr. 11 & 12 for students in Australia?
maggie.jaber
6 Teaching Techniques you Should Know!
Andrea Leyden
Putting the Flipped Classroom Model into Practice
miminoma
Social Media in the Classroom
tom.roche_
EDU 340 Final Review Chapter 17 - 19
Stephanie Corlew
EDU 340 Final Review Chapters 20 - 23
Stephanie Corlew