DAUR-E-QURAN juz 29

Descrição

Brief interpretation of the QURAN
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 9 anos atrás
46
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Kis surah ki fazeelat hume ahadith se milti hai ?
Responda
  • Surah Al Mulk
  • Surah Al Qalam
  • Surah Al Haqqah

Questão 2

Questão
Q2. Sub se pehle kis cheez ko paida kiya gaya ?
Responda
  • Qalam
  • Asmaan wa zameen
  • Farishte

Questão 3

Questão
Q3. “Quran Nabi (s.a.w.s) ka akhlaaq tha” ye kisne farmaya ?
Responda
  • Ayesha (r.a)
  • Khadeeja (r.a)
  • Abu Bakr (r.a)

Questão 4

Questão
Q4. Bagh walon ke qisse mein humare liye sabq hai ke hum maal Allah ki rah mein dete rahe. Ye qissa kis surah mein bayan huwa hai ?
Responda
  • Surah Al Mulk
  • Surah Al Haqqah
  • Surah Al Qalam

Questão 5

Questão
Q5. طاغيه kya hai ?
Responda
  • Qayamat ka aik naam
  • Samud par aane wali kaufnak awaaz
  • Aad par ane wali beqabu hawa

Questão 6

Questão
Q6. Allah ki ibaadat is tarah karna ke goya ke hum use dekh rahe ho. Ye kya hai ?
Responda
  • Islam
  • Imaan
  • Ehsaan

Questão 7

Questão
Q7. Kounse nabi ne Allah ke hukum ke baghair apni basti se hijrat ki thi ?
Responda
  • Yunus (a.s)
  • Yusuf (a.s)
  • Hood (a.s)

Questão 8

Questão
Q8. Jannat mein le jane wala kaam kya hai ?
Responda
  • Sakht sardi mein wudhu karna
  • Waqt par namaz padhna, miskeen ko khana khilana
  • Dono jawabat durust hai

Questão 9

Questão
Q9. Surah Al Ma’arij mein momin ki kitni sifaat bayan hui hai ?
Responda
  • 9
  • 8
  • 10

Questão 10

Questão
Q10. Kis nabi ne sub se taweel arse tak apni qaum ko tableegh ki ?
Responda
  • Yunus (a.s)
  • Musa (a.s)
  • Nuh (a.s)

Questão 11

Questão
Q11. Jahannam par kitne darbaan farishte muqarar hai ?
Responda
  • 17
  • 18
  • 19

Questão 12

Questão
Q12. Kis surah ka aik ruku sirf aik hi aayat par mushtamil hai ?
Responda
  • Surah Al Muddathir
  • Surah Al Muzzamil
  • Surah Al Qiyamah

Questão 13

Questão
Q13. Kis surah mein Nabi (s.a.w.s) ko tableeghe aam ka hukum diya gaya ?
Responda
  • Surah Al Muddathir
  • Surah Al Muzzamil
  • Surah Al Qalam

Questão 14

Questão
Q14. Surah Al Muzzamil mein kounsi namaz ki taraf targheeb dilai gyi hai ?
Responda
  • Chasht
  • Tahajjud
  • Ishraq

Questão 15

Questão
Q15. Jannat ke mauzu par khubsoorat surat kounsi hai ?
Responda
  • Surah Al Muddathir
  • Surah Ad Dhar
  • Surah Al Muzzamil

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
DAUR-E-QURAN juz 1
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Fatihah | Word Analysis | Day 1
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 30
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 12
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof