NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof mais de 8 anos atrás
3885
1

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Jannat mein ek buland darje ka naam hai :-
Responda
  • Maqame Mehmood
  • Waseela
  • Haawiya

Questão 2

Questão
Q2. Azaan aur iqaamat ke beech ka waqfa:-
Responda
  • Bahut kam hona chahiye
  • Zyada hona chahiye
  • Itna hoke khana khane wala khane se fariq hojae

Questão 3

Questão
Q3. Sutre aur namazi ke darmiyan se guzarne wale ko daurane namaz, namazi hath se ruk de.
Responda
  • Sahih
  • Galat
  • Is tarah namaz mein harj ata hai

Questão 4

Questão
Q4. Kisi musibat ke waqt azaan dena :-
Responda
  • Sunnat se sabit hai
  • Sunnat se sabit nahi
  • Dene mein koi harj nahi

Questão 5

Questão
Q5. Nabi (s.a.w.s) ne "Maqame Mehmood" ke bare mein farmaya ke ye kis ko ata kiya jaega ?
Responda
  • Nabi (s.a.w.s)
  • Hazrat Ibrahim (a.s)
  • Hazrat Musa (a.s)

Questão 6

Questão
Q6. Abdullah bin Umme Makhtoom (r.a) nabina hone ke bawajud azaan dete the.
Responda
  • Sahih
  • Galat
  • Nabi (s.a.w.s) ne unhe azaan dene se mana farmaya tha

Questão 7

Questão
Q7. Diwaar samne ho toh :-
Responda
  • Sutre ki zarurat nahi
  • Sutre ki zarurat hai
  • Sutra rakhna behtar hai

Questão 8

Questão
Q8. Azaan ke baad chand masnoon du'aein padhi jati hai.
Responda
  • Sahih hai
  • Galat hai
  • Biddat hai

Questão 9

Questão
Q9. Safr ke dauran namaz bajamat padhne ke liye azaan dena kaisa hai ?
Responda
  • Choot di gai hai
  • Azaan di jaegi
  • Azaan aur iqaamat dono deni hogi

Questão 10

Questão
Q10. Sutre ka maqsad kya hai ?
Responda
  • Namaz ka aadab kiya jae
  • Namaz mein khushu ekhtiyaar ki jae
  • Dono jawabat durust hai

Questão 11

Questão
Q11. Safr mein sutre ke ehtemam ki koi zarurat nahi.
Responda
  • Sahih
  • Galat
  • Agar kisi ke guzarne ka khadsha ho, toh zaruri hai

Questão 12

Questão
Q12. Azaan aur iqaamat tehr-tehr kar kehna chahiye.
Responda
  • Sahih
  • Azaan jaldi jaldi kehna chahiye
  • Iqaamat jaldi jaldi kehna chahiye

Questão 13

Questão
Q13. Sehri aur tahajjud ke liye azaan dena.
Responda
  • Sunnat hai
  • Makrooh hai
  • Biddat hai

Questão 14

Questão
Q14. Kamaz kam kitna ilm zaruri hai ?
Responda
  • U'lama ke ilm ka chothai (1/4)
  • Jo aram se hasil hojae
  • Bunyadi ahkamaat ka janna

Questão 15

Questão
Q15. Imaam aur muqtadio, sub ko sutra rakhna chahiye.
Responda
  • Sahih
  • Galat
  • Imaam ka rakh lena kafi hai

Questão 16

Questão
Q16. Koun apna tikhana Jahannam mein bana le.
Responda
  • Nisyaan ke ba'as kuch hissa hadith ka sahih na sunne wala
  • Jaan buch kar Nabi (s.a.w.s) ke taraf jhoot ghadne wala
  • Dono jawabat durust hai

Questão 17

Questão
Q17. Sutra aur namazi ke darmiyan kitni jagah honi chahiye ?
Responda
  • Ek bakri ke guzarne ki jagah ho
  • Dedh do (1/2-2) foot ka faasla ho
  • Dono jawabat durust hai

Questão 18

Questão
Q18. Du'a rad (reject) nahi ki jati.
Responda
  • Azaan aur iqaamat ke darmiyan
  • Azaan ke dauran
  • Iqaamat ke dauran

Questão 19

Questão
Q19. Nabi (s.a.w.s) ne Sahaba Ikhraam ko kis waqt saff banane ka hukm diya ?
Responda
  • Jab Nabi (s.a.w.s) ajae
  • Nabi (s.a.w.s) ke ane se pehle
  • Jis tarah bhi sahulat ho

Questão 20

Questão
Q20. Namazi ke samne se guzarne wala chalees (din/mahine/saal ) intezaar kare. Agar usko pata chal jae ke :-
Responda
  • Ye kitna bura amal hai
  • Sakht gunah ka ba'as hai
  • Dono jawabat durust hai

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof