GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}

Asiya Abdul Raoof 20 questions 2,454 views

Take the quiz

Questions in this quiz (20)

  1. 1Q1. Bani Israel ko ghulami mein kahan masjid banane ka hukum mila ?
    1. AHar mohallay mein
    2. BApne gharon mein
    3. CBheed bhaad se dur
  2. 2Q2. Sub se pehle Taqwa par kis masjid ki bunyad rakhi gai ?
    1. AMasjid-e-Nabawi
    2. BMasjid-e-Qiblatain
    3. CMasjid-e-Quba
  3. 3Q3. Jo Allah ki raza ke liye masjid banayga Allah uske liye waisa hi ghar banayga :-
    1. ADunya mein
    2. BJannat mein
    3. CJannat aur dunya dono mein
  4. 4Q4. Mohallay mein masjid banai jae, unhe saaf sutra aur ____________ rakha jae.
    1. AHawa daar
    2. BKhushbodaar
    3. CRoshan
  5. 5Q5. Masjid mein tijaarat aur kisi cheez ki ghumshudgi ka aylaan kiya jasakta hai.
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CGhumshudgi ka aylaan kiya jasakta hai
  6. 6Q6. Hume khubsurat aur manqash (piece of art) masajid ta'amir karne ka hukum mila hai ?
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CMalum nahi
  7. 7Q7. Masjid ki safai aur dekh bhaal _______________ hai.
    1. AFarz
    2. BSunnat
    3. CWajib
  8. 8Q8. Khubsurat aur phool daar chadr (printed) par namaz padh kar Nabi (s.a.w.s) ne kya mehsus kiya ?
    1. APasand farmaya
    2. BPasand na farmaya
    3. CKhushgawaar
  9. 9Q9. Masjid Allah (s.w.t) ki pasandida jaghe hai, jabke badtareen jaghe kya hai ?
    1. ABazaar
    2. BKhushi ki mehfile
    3. CGham ki majlis
  10. 10Q10. Kacchi piyaaz aur lehsun (onion & garlic) kha kar masjid mein ane se koi harj nahi ?
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CMalum nahi

Information

Description
The fundamentals of PRAYER
Language
English
Views
2,454
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?