Quiz
Qasasulquran quiz 19
Perguntas do quiz (10)
1Jis shakhs ke bagh ka waqiyq bayan kiya gaya hai wo kon tha aur kahan ka rehne wala tha ?
- AWo non muslim thaaur Yemen ka rehne wala tha
- BWo musalman tha aur Palestine ka rehne wala tha
- CBani israel ka ek musalman shakhs tha Yemen ke shahr Sana' ka rehne wala tha .
2Bagh walon ka waqiya kin logon ko khaas taur se sunaya jaraha hai ?
- AMadina ke yahood
- BKuffare Makkah
- CMunafiqeen e Madinah
3Arab mein us shakhs ke bagh aur us shakhs ke sakhawat ka kissa har ek ko malum tha .
- Atrue
- Bfalse
4Usne apne garden mein boundary wall kyun nahi ban wayi thi ?
- ATake wo logon ko dikhana chahta tha ke uska garden kitna khoobsoorat hai
- Btake koi bhi garden mein easily aasake aur fruits khasake
- CUske paas security guard the
5Us shakhs ke baagh mein barkat kis wajah se thi ?
- Akyunke woh bahut aqalmand tha aur grow karne ke tareeke janta tha
- Bwo bahut ache seeds istemal karta tha
- CUske phalon meinmiskeenon ka hissa tha
6Uske beton ne kya plannig ki ?
- AA) wo bhi apne walis ki tarah miskeenon ko phal diya karenge
- BB) unhon ne socha ke ye phalon par hamara haqq hai
- CC) wo samajhte te the ke ye miskeen hamara haqq hamse cheen rahen hain
- DB aur C durust hai
7Jab soch sahi na ho aur neki se ruk jane ka irada ho to kya hota hai ?
- Ajo ne'mat hasil hoti hai woh bhi haat se chali jati hai
- Bmazeed ne'matein milti hai
- Cne'matein baqi rehti hain
8Unko jaani nuqsan kyun nahi hua ?
- Akyun ke unke andar kuch khair baqi thi
- Bunhon ne apni ghalti ka fauran aeteraaf kiya
- Cwoh fauran Allah tala ke taraf palte
- DA,B aur C durust hai
9عسی lafz asa ki tafseer mein ibn Abbas ki kya rae hai ?
- AUnhein Allah tala ne wesa hi bagh dediya
- Bunhen Allah tala ne is se behtar bagh diya
- CQuraan mein jab bhi lafz asa aata hai us ka matlab hai ke Allah tala jald hi wo cheez ata kardete hain
10Sadaqa karne walon ke liye Farishte kya dua karte hain ?
- ASadaqah karne walon ke liye wo dua karte hain ke Allah tala ise mazeed aur den
- BFarshite duaa nahi karte
- Cfarishte bhi us shakhs ke liye duaa karte hain jis ko maal diya jaraha hai
Informações
- Descrição
- Quiz sobre Qasasulquran quiz 19 , criado por Asiya Abdul Raoof em 13-06-2017.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 1.784
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz