Quiz
TAHARAH COURSE {TEST-1}
Crie uma conta grátis para terminar este quiz
Salve seu progresso e veja sua nota final.
Já tem uma conta? Inicie sessão
Perguntas do quiz (22)
11. Rafa-e-haajat ke waqt sharmgaah ko ____________ haath lagana mana hai.
- ADaayan (right)
- BBaayan (left)
- CDono
22. Sheer-khwaar (breastfed) bachcha agar kapde per peshaab kar de to us kapde ko ___________________ zaruri hai.
- ADhona
- BPaani chidakna
- CPhenk dena
33. Jooton per lagi najaasat jooton ko __________________ per ragadne se dur ho jaati hai.
- ASaabun
- BMitti
- CPaani
44. 2 baar sohbat karne se qabl wazu karna _______________ hai.
- AWaajib
- BAfzal
- CMustahab
55. Haalat-e-Janabat mein zabaan se _________________ karna jayaz hai.
- AZikr
- BTilawat
- CKuch bhi nahi
66. Junbi ke liye wazu karke sona ___________________ hai.
- AMustahab
- BWaajib
- CAfzal
77. Taharat __________________ haath se shuru karni chahiye.
- ADaayan (right)
- BBaayan (left)
- CDono
88. Haaizah (menstruating women) paani mein haath dale to paani ________________ rehta hai.
- ABadbudaar
- BPaak
- CNa-paak
99. Biwi se sohbat karne se qabl _____________________ padhni chahiye.
- ABismillah
- BDua
- CSurah Fatiha
1010. Istinja ke liye mitti ke kam se kam _________________ dhele istemal karna chahiye.
- A4
- B5
- C3
1111. Baitul-khala mein Allah ke naamwali cheez saath nahi le jaani chahiye siwaai ta’weez ke.
- ASahih
- BGalat
1212. Kapde per mani ya koi dusri ratoobat lag jaaye to pura kapda dhona zaruri hai.
- ASahih
- BGalat
1313. Paani ke alawa paak mitti bhi gandagi aur najasat ko dur karti hai.
- ASahih
- BGalat
1414. Paak admi wazu ke bagair Quran Majeed padh sakta hai.
- ASahih
- BGalat
1515. Janaabat muddat-e-masah khatam kar deti hai.
- ASahih
- BGalat
1616. Rafa-e-Haajat ke waqt deewar ki oat mein muh ya peeth qible ke rukh kiya jaa sakta hai.
- ASahih
- BGalat
1717. Gobar ya haddi se Istinja karna jaayaz hai.
- ASahih
- BGalat
1818. Istinja karne ke baad haath paak karne ke liye kalma-e-shahadat padhna sunnat se saabit hai.
- ASahih
- BGalat
1919. Rafa-e-Haajat ke waqt mobile istemaal karna jaayaz hai.
- ASahih
- BGalat
2020. Bachchon ko saayedaar jagah per Rafa-e-Haajat karaya jaa sakta hai.
- ASahih
- BGalat
2121. Rafa-e-Haajat ke waqt namaz khadi ho jaaye to pehle Rafa-e-Haajat se faarigh ho jaana chahiye.
- ASahih
- BGalat
2222. Wazu ke baad aasman ki taraf ungli uthakar kalma shahadat padhna zaruri hai.
- ASahih
- BGalat
Informações
- Descrição
- Purification is half of faith
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 1.364
- Histórico
- Criado em 3 jul 2018 · atualizado em 23 mar 2020
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz