Quiz
TAFSIR SURAH KAHF {TEST-6}
Perguntas do quiz (10)
1Rasool Allah saws ko Nabi bana kar bhejne aur as'hab-e-kahaf ko uthane ke liye kya lafz istemal hua hai?
- ABa'asna
- BArsalna
- CGhafarna
2Ashab-e-kahaf ke kano ko band (seal) kardiya gaya tha is ke liye kya lafz istemal hua hai?
- AFadarabna
- BFarghfirna
- CFahadaina
3Amadan ke kya ma'ni hai?
- ALambi muddat
- BDarmiyani muddat
- CThodi muddat
4Aam taur par pur-josh aur bahadur kounsa tabqa hota hai?
- ANaujawan
- BBudha
- CDarmiyani umar
5'Hizb' ka kya ma'ni hai?
- AArmy
- BBudhay log
- CDost
6Agar deen par amal karna kisi jagah mushkil hojaye to kya karna chahiye?
- AHijrat karlen
- BDeen ko chupa kar rakhen
- CDuaen karen
7'Rabatna' ke kya ma'ne hain?
- AIlham hona
- BMazboot hona
- CBoth
8Dil kab mazboot hota hai?
- AJab eemaan pakka hota hai
- BJab pareshaniyan ati hain
- CJab dushman hamlaawar hota hai
9Ghalat baat/bura kaam kis lafz ka matlab hai?
- AShatata
- BAmada
- CAdada
10Ashab-e-kahaf ne kaha ke "hamara rab to wo hai jo _______ rab hai?
- AAsmano aur zameen ka
- BTumhare but'to ka
- CTumhara
Informações
- Descrição
- Tafsir Surah Kahf Quiz sobre TAFSIR SURAH KAHF {TEST-6}, criado por Asiya Abdul Raoof em 28-12-2018.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 1.516
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz