NAMAZ KE MASAEEL {TEST-11}

Description

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 8 years ago
1690
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Nabi (s.a.w.s) ne ek dafa u'zr ke waqt namaz ada ki, wo kounsi namaz thi ?
Answer
  • Fajr
  • Zuhr
  • Isha'a

Question 2

Question
Q2. Namaz ke baad "isteghfaar" kehna chahiye. ( استغفر الله )
Answer
  • 3 baar
  • 7 baar
  • 70 baar

Question 3

Question
Q3. Nabi (s.a.w.s) ne ye dua kis sahabi ko padhne ki takeed farmai. "Aye mere rabb mujhe apna zikr, shukr aur behtareen ibaadat karne ki taufeeq ata farma"
Answer
  • Saad Bin Abi Waqqas (r.a)
  • Sulaiman Farsi (r.a)
  • Mua'az Bin Jabal (r.a)

Question 4

Question
Q4. Namaz ke baad ke azkaar padhne ke liye janemaaz par baitna:-
Answer
  • Zaruri hai
  • Zaruri nahi hai
  • Shart hai

Question 5

Question
Q5. Muawazatain kya hai ?
Answer
  • Surah Al-Falaq & Surah Al-Ikhlaas
  • Surah An-Naas & Surah Al-Ikhlaas
  • Surah Al-Falaq & Surah An-Naas

Question 6

Question
Q6. Namaz ke baad ke azkaar-e-masnoon na padhne wale :-
Answer
  • Ki namaz qubool nahi ki jati
  • Bahut se ajr se mehrum hojata hai
  • Dono jawabaat durust hai

Question 7

Question
Q7. Har farz namaz ke baad _________________________ padhne wale ko maut ke siwa koi cheez Jannat mein jane se nahi rouk sakti.
Answer
  • Kalme Shahaddat
  • Kalme Tawheed
  • Aytal Kursi

Question 8

Question
Q8. Allah ne Ehsan qarar diya :-
Answer
  • Kainaat ki takleeq karna
  • Bayaan ki quwaat dena
  • Nabi (s.a.w.s) ko mab'us karna

Question 9

Question
Q9. Namaz mein Allah ke khauf se rona :-
Answer
  • Makruh hai
  • Pasandida nahi hai
  • Jaiz hai

Question 10

Question
Q10. Dauran-e-namaz takleef ke bais kisi cheez se taik lagana kaisa hai ?
Answer
  • Sahih hai
  • Ghalat hai
  • Makruh hai

Question 11

Question
Q11. Namaz ke dauran mauzi janwar ko mara jasakta ?
Answer
  • Jee haan
  • Jee nahi
  • Makruh amal hai

Question 12

Question
Q12. Namaz mein kisi zarurat ke pesh ane par :-
Answer
  • Mardon ko "Subhan Allah" kehna chahiye
  • Aurton ko "Subhan Allah" kehna chahiye
  • Mardon aur aurton ko thali Baja kar itelah deni chahiye

Question 13

Question
Q13. Dauran-e-namaz bache ko uthane se namaz toot jati hai ?
Answer
  • Sahih
  • Ghalat
  • Makruh hojati hai

Question 14

Question
Q14. Khinzab kis shaitan ka naam hai ?
Answer
  • Jo namaz ke dauran khalal dalta hai
  • Jo miya biwi mein ladai karwata hai
  • Jadu mein maddad karta hai

Question 15

Question
Q15. Nabi (s.a.w.s) namaz ke baad takbeer kehte.
Answer
  • Halki awaaz mein
  • Buland awaaz se
  • Kabhi halki aur kabhi buland awaaz se

Question 16

Question
Q16. Nabi (s.a.w.s) ne jhute pehn kar kabhi namaz ada nahi farmai.
Answer
  • Sahih
  • Ghalat
  • Kisi ne dekha nahi

Question 17

Question
Q17. 33 ,33, dafa "Subhan Allah", "Alhamdulilah", "Allahu Akbar" aur phir kalme tawheed padhne wale ke gunah maaf kardiye jate hai.
Answer
  • Ek namaz se dusri namaz ke darmiyan kiye gae gunah
  • Pure din mein kiye gae gunah
  • Samandar ke jhaag barabar peechle gunah

Question 18

Question
Q18. Sajde ki jagah se kankar hatae jasakte hai :-
Answer
  • Jee haan
  • Jee nahi
  • Ek baar kiya jasakta hai

Question 19

Question
Q19. Maaldaar sahabi :-
Answer
  • Bilaal (r.a)
  • Abu Zar Ghaffari (r.a)
  • Abdur Rahman Bin Awf (r.a)

Question 20

Question
Q20. Shaitan ke waswase se bachne ke liye dauran-e-namaz ta'awuz padhna kaisa amal hai ?
Answer
  • Makruh hai
  • Namaz shuru karte waqt padh lena kafi hai
  • Jaiz hai
Show full summary Hide full summary

Similar

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof