GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

DAUR-E-QURAN juz 17

Asiya Abdul Raoof 15 Fragen 5,0 (1 Bewertung)

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (15)

  1. 1Q1. Zameen aur asmaan pehle kaise the ?
    1. ADoor door (distant)
    2. BBaham jude huwe the (together)
    3. CQareeb qareeb (near)
  2. 2Q2. Kuffar-e-Makkah ko kis lafz par aiteraz tha ?
    1. AAllah
    2. BRahman
    3. CNabi
  3. 3Q3. Har zinda cheez ko kis se paida kiya gaya hai ?
    1. AMitti
    2. BPani
    3. CHawa
  4. 4Q4. Mushrikeen puchte the ke qayamat kab qaim hogi ? kyun ?
    1. ATake ache amal kare
    2. BQayamat ke qaim hone ka yaqeen na tha
    3. CJustaju (curiosity) ki wajah se
  5. 5Q5. “Hum zameen ko iske kinare se ghatate jaarahe hai” isse kya murad hai ?
    1. AKufr ka khatma horaha hai
    2. BIslam pehl raha hai
    3. CDono jawabat durust hai
  6. 6Q6. Taurat roshni aur hidayat ka zariya thi. Kin logon ke liye ?
    1. AMusa (a.s) ke liye
    2. BBani Israel ke anbiya ke liye
    3. CTamam muttaqion ke liye
  7. 7Q7. Ibrahim (a.s) ne apni qaum ko samjhane ke liye unke budd tod dale. Ye unki kis khoobi ke taraf ishara hai ?
    1. AFiraasat aur hikmat
    2. BNubuwat
    3. CButparasti (idol worshiper) se nafrat
  8. 8Q8. Kis sahabi ke bare mein Nabi (s.a.w.s) ne farmaya ke unko lehn-e-Dawoodi mein se ek hissa mila hai ?
    1. AAbu Musa Ash’ari (r.a)
    2. BMu’aaz bin Jabl (r.a)
    3. CBilal Habshi (r.a)
  9. 9Q9. Yunus (a.s) ne jo dua machli ke pait mein padhi thi isko sawa lakh dafa padhna kaisa hai ?
    1. ADuaon ke qubooliat ke liye behtareen amal hai
    2. BMasnoon tareeqa hai
    3. CBiddat hai
  10. 10Q10. Jannat ke liye kam se kam zarurat (minimum requirement) kya hai ?
    1. AAmal-e-saleh
    2. BImaan
    3. CImaan aur Amal-e-saleh

Informationen

Beschreibung
Brief interpretation of the QURAN
Sprache
English
Aufrufe
128
Schlagwörter
quranislamtafseer
Bewertung
5,0 von 5 · 1 Bewertung
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck