GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}

Asiya Abdul Raoof 30 Fragen 6.635 Aufrufe 2,0 (1 Bewertung)

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (30)

  1. 1Q1. Talib-e-ilm ke liye khush amdeed koun kehta raha ?
    1. Asahaba ikhram
    2. Btaba'een
    3. Canbiya
  2. 2Q2. Hadeeth ke mutabiq jab tak musalman Allah ki kitab aur sunnat Nabi (s.a.w.s) par jame rahenge wo :
    1. Arehmat mein rehenge
    2. Bgumrah na honge
    3. Cimaan ki hifazat karenge
  3. 3Q3. Jo log deen sikhne aur sikhane aur Allah ka zikr karne ke liye jama ho, toh unka zikr kahan kiya jata hai ?
    1. Afuqaha ki majlis mein
    2. Bulama ki mehfil mein
    3. Cmuqarrab farishton ke darmiyan
  4. 4Q4. Namaz ka tareeqa kahan se malum kiya jaye ?
    1. AQur'an al kareem
    2. BNabi (s.a.w.s) ki sunnat
    3. Cseerat-e-sahaba ikhram
  5. 5Q5. Sabse zyada Nabi (s.a.w.s) ke namaz ke tareeqe pe amal karne wale sahabi :-
    1. AHazrat Abu Bakr (r.a)
    2. BHazrat Anas bin Maalik (r.a)
    3. CHazrat Kaab bin Rabia (r.a)
  6. 6Q6. Surat Nahl ki ayat 44 mein kya kaha gaya hai ?
    1. ANabi (s.a.w.s) rehmat ul lil alameen hai
    2. BNabi (s.a.w.s) ka iteba'a Allah ka iteba'a hai
    3. CNabi (s.a.w.s) ahkamat ko wazeh karne wale hai
  7. 7Q7. Hadeeth ke mutabiq inkaar karne wala koun hai ?
    1. Akafir
    2. Bmutakabir
    3. CNabi (s.a.w.s) ka nafarman
  8. 8Q8. Nabi (s.a.w.s) ko asmaano par bula kar kis baat ki farizat ka hukum mila ?
    1. Anamaz
    2. Bnamaz aur roza
    3. Carkaan-e-islam
  9. 9Q9. Kabat ulllah ki tameer ke mauqe par kis Nabi ne ye dua mangi thi ke "mujhe aur meri aulad ko namaz ka papand bana ?
    1. AHazrat Ibrahim (a.s)
    2. BHazrat Muhammed (s.a.w.s)
    3. CHazrat Adam (a.s)
  10. 10Q10. Jahannam mein jane wale, Jahannam mein dale jane ka sab se pehla sabab kya batayge ?
    1. Ayateem ka maal khane wale the
    2. Bnamaz nahi padhte the
    3. Cnamaz padhne ke bawajud gunah kabirah ka irteqab karte the

Informationen

Beschreibung
The fundamentals of PRAYER
Sprache
English
Aufrufe
6.635
Schlagwörter
prayersunnahhadeeth
Bewertung
2,0 von 5 · 1 Bewertung
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck