GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-21}

Asiya Abdul Raoof 20 Fragen 1.668 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (20)

  1. 1Q1. Namaz-e-Ghrahan ke baad khutbah dena :-
    1. AMasnoon hai
    2. BWajib hai
    3. CJaiz hai
  2. 2Q2. Kis ghazwae se wapsi par rasool (s.a.w.s) ne sahaba ikhraam ko farmaya ke Asr ki namaz Banu Quraiza mein jakar padhna ?
    1. AGhazwae Ahzaab
    2. BGhazwae Khandaq
    3. CGhazwae Mustalaq
  3. 3Q3. Namaz-e-ghrahan ka waqt kya hai ?
    1. AChasht ka waqt
    2. BJab ghrahan lage
    3. CJis din ghrahan lage us din kisi waqt bhi padhi jasakti hai
  4. 4Q4. Kis namaz ke liye logon ko jama karne ke liye kaha jata hai ke "Namaz tayyar hai".
    1. ANamaze Khauf
    2. BNamaze Ghrahan
    3. CNamaze Istekhara
  5. 5Q5. Namaz-e-Khauf ke liye :-
    1. ASafar shart nahi hai
    2. BSafar shart hai
    3. CHazr shart hai
  6. 6Q6. Namaz-e-Kasoof aur Khusoof ki khaas baat kya hai ?
    1. AQiraat buland awaaz se padhi jati hai
    2. BTaweel namaz padhi jati hai
    3. CDono jawabaat durust hai
  7. 7Q7. Istekhara ka ma'na kya hai ?
    1. AAllah se khair talab karna
    2. BAllah ki panah mein ana
    3. CAllah se maafi mangna
  8. 8Q8. Sahaba ikhraam ka ek groh Banu Quraiza mein puhunch kar aur ek groh ka raste mein namaz ada karna. Kya zahir karta hai ?
    1. AEk masle ke ek se zyada haal hosakte hai
    2. BSahaba ikhraam ke darmiyan ikhtelaaf ko zahir karna hai
    3. CNabi (s.a.w.s) ko sahaba se bahut mohabbat thi
  9. 9Q9. Nabi (s.a.w.s) ne kis shaks ke liye khaas dua farmai ke "Allah aise shaks ke chehre ko tarwa tazah rakhe".
    1. ALogon ko maaf kar dene wala
    2. BBahut zyada muskurane wala
    3. CJisne hadeeth suni, yaad ki aur dusron tak puhchai
  10. 10Q10. Istekhara kisko karna chahiye ?
    1. AMasjid ke imaam se karwaya jana chahiye
    2. BJisko maslah darpesh hai
    3. CGhar ka baad kare toh behtar hai

Informationen

Beschreibung
The fundamentals of PRAYER
Sprache
English
Aufrufe
1.668
Schlagwörter
prayersunnahhadeeth
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck