GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

ROZON KE MASAEEL {TEST-6}

Asiya Abdul Raoof 15 Fragen 1.944 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (15)

  1. 1Q1. Kis din ke roze rakhna Nabi (s.a.w.s) pasand farmate the ?
    1. AMonday & Saturday
    2. BSunday & Monday
    3. CMonday & Thursday
  2. 2Q2. Hajji ke liye Arafaat mein 9 zul hijjah ka roza rakhna kaisa hai ?
    1. ABahut zyada ajr hai
    2. BMana hai
    3. CPasand hai
  3. 3Q3. Hadeeth mein Rasool Allah (s.a.w.s) ne khaas taur par kis paighambar ke roze rakhne ke tareeqe ko afzal qarar diya ?
    1. AIbrahim (a.s)
    2. BDawood (a.s)
    3. CIsa (a.s)
  4. 4Q4. Chalees (40) rozon ka chilla :-
    1. ASunnat se sabit nahi
    2. BMuttaqion ka tareeqa hai
    3. CMustahab hai
  5. 5Q5. Sirf hafte ka roza rakhna :-
    1. AMakrooh hai
    2. BJaiz hai
    3. CMustahab hai
  6. 6Q6. Ramadan ke rozon ke baad kis mahine ke roze afzal hai ?
    1. ARajab
    2. BMuharram
    3. CRabi ul Awwal
  7. 7Q7. Kis 1 roze ke badle 1 guzishta aur 1 aynda saal yani 2 saal ke saghira gunaho ko maaf kardiya jata hai ?
    1. A10 Muharram
    2. B9 Zul Hijjah
    3. C9 Muharram
  8. 8Q8. Sirf Jumuah ka roza rakhna :-
    1. AMustahab hai
    2. BAfzal hai
    3. CMakrooh hai
  9. 9Q9. Har mah ke pehle Monday aur pehle dono Thursday ke roze rakhna :-
    1. ANabi (s.a.w.s) ne iska hokum diya
    2. BNabi (s.a.w.s) ka ma'amul tha
    3. CNabi (s.a.w.s) ne mana farmaya
  10. 10Q10. Isteqbal-e-Ramadan ke taur par roze rakhna kaisa hai ?
    1. AMustahab hai
    2. BAfzal hai
    3. CMana hai

Informationen

Beschreibung
The fundamentals of FASTING
Sprache
English
Aufrufe
1.944
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck