GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}

Asiya Abdul Raoof 15 Fragen 1.259 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (15)

  1. 1Q1. Rasool (s.a.w.s) ne muashio ki zakaat lene ke liye hukum diya ke :-
    1. ATahseel dar logo ke ghar jae
    2. BLog muashi lekar tahseel dar ke paas aye
    3. CKoi wazeh usool nahi diya
  2. 2Q2. Zakaat mein kaisa maal lena chahiye ?
    1. AUmdah
    2. BKharab
    3. CAwsat darje ka
  3. 3Q3. Sone ki zakaat wajib hai :-
    1. APehanne wale zewarat par
    2. BRakhe huwe zewarat par
    3. CDono par wajib hai
  4. 4Q4. Saal mukammal hone se pehle zakaat :-
    1. AAda nahi ki jasakti
    2. BZakaat ada nahi hogi
    3. CAda ki jasakti hai
  5. 5Q5. Zakaat ke maal mein kayanat karne wala qayamat ke din _____________________ mein maal uthae huwe ayga.
    1. AApne haatho
    2. BApni gardan
    3. CApni peet
  6. 6Q6. Zakaat kahan taqseem karna afzal hai ?
    1. AJis jagah se usool ki gai ho
    2. BDusri jagah bhejna behtar hai
    3. CDono tarah afzal hai
  7. 7Q7. Jawaherat (gems) par zakaat di jaegi ?
    1. AAgar wo zewarat par jade ho
    2. BAgar maal-e-tijarat ke taur par ho
    3. CHar haal mein di jaegi
  8. 8Q8. Amil-e-zakaat ko tohfa :-
    1. ALe lena chahiye
    2. BNahi lena chahiye
    3. CKoi harj nahi
  9. 9Q9. Sone ka nisaab kitna hai ?
    1. A7 tole
    2. B7 1/2 tole
    3. C6 tole
  10. 10Q10. Chandi ka nisab kitna hai :-
    1. A32.5 tole
    2. B72.5 tole
    3. C52.5 tole

Informationen

Beschreibung
The fundamentals of ZAKAAT
Sprache
English
Aufrufe
1.259
Schlagwörter
sunnahzakaathadeeth
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck