GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

Alamate Qayamat {TEST-12}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1Q1. Sone ko aag per tapane ke liye arabi ka lafz :-
    1. AAzmaish
    2. BAzaab
    3. CFitan
  2. 2Q2. Fitno ke bare mein aksar sawal karne wale sahabi ?
    1. ASaeed Bin Khudri (ra)
    2. BHuzaifa Bin Yaman (ra)
    3. CMurarah Bin Rabieh (ra)
  3. 3Q3. Sub se zyada azmaish kin per ayi ?
    1. AAnbiya
    2. BAuliya
    3. CSiddiqeen
  4. 4Q4. Fitno ke dauran ibadat mein mashgul rehne ka sawab __________________ ke barabar hai.
    1. AHijrat Habsha
    2. BHijrat Madina
    3. CZiyarat Madina
  5. 5Q5. Deen ki Dai ko log hathon haath lete hai aur unper koi azmaish nahi ati ?
    1. ASahih
    2. BGhalat
  6. 6Q6. Hadeeth : ________________ wahi hai jo fitno se bacha liya gaya aur jo fitno mein azmaya gaya aur usne sabr kiya uske kya hi kehna.
    1. AImaan wala
    2. BSaleh
    3. CNaik bakht
  7. 7Q7. Fitno mein ghosha nashini ikhteyar karne ka hukum hai.
    1. ASahih
    2. BGhalat
  8. 8Q8. Fitno ke daur mein admi ko apni talwar :-
    1. ATaiz rakhni chahiye
    2. BKand rakhni chahiye
  9. 9Q9. Hadeeth : bahut hi jald aisa waqt ane wala hai jab musalman ka behtareen maal ______________________ hogi/hoga. Jinhe lekar wo apna deen mehfuz rakhne ke liye pahado per chala jaega.
    1. ASona chandi
    2. BNaqd
    3. CBakriya
  10. 10Q10. "Fitno ke darwazo per aag ki taraf bulane wale khade honge" se kya murad hai ?
    1. AAag kasrat se bhadke gi
    2. BAag se tabahi aam hogi
    3. CFitno mein padhte hi insaan Jahanam mein chala jaega

Informationen

Beschreibung
The signs of last day
Sprache
English
Aufrufe
806
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck