Test
Alamate Qayamat {TEST-12}
Preguntas del test (10)
1Q1. Sone ko aag per tapane ke liye arabi ka lafz :-
- AAzmaish
- BAzaab
- CFitan
2Q2. Fitno ke bare mein aksar sawal karne wale sahabi ?
- ASaeed Bin Khudri (ra)
- BHuzaifa Bin Yaman (ra)
- CMurarah Bin Rabieh (ra)
3Q3. Sub se zyada azmaish kin per ayi ?
- AAnbiya
- BAuliya
- CSiddiqeen
4Q4. Fitno ke dauran ibadat mein mashgul rehne ka sawab __________________ ke barabar hai.
- AHijrat Habsha
- BHijrat Madina
- CZiyarat Madina
5Q5. Deen ki Dai ko log hathon haath lete hai aur unper koi azmaish nahi ati ?
- ASahih
- BGhalat
6Q6. Hadeeth : ________________ wahi hai jo fitno se bacha liya gaya aur jo fitno mein azmaya gaya aur usne sabr kiya uske kya hi kehna.
- AImaan wala
- BSaleh
- CNaik bakht
7Q7. Fitno mein ghosha nashini ikhteyar karne ka hukum hai.
- ASahih
- BGhalat
8Q8. Fitno ke daur mein admi ko apni talwar :-
- ATaiz rakhni chahiye
- BKand rakhni chahiye
9Q9. Hadeeth : bahut hi jald aisa waqt ane wala hai jab musalman ka behtareen maal ______________________ hogi/hoga. Jinhe lekar wo apna deen mehfuz rakhne ke liye pahado per chala jaega.
- ASona chandi
- BNaqd
- CBakriya
10Q10. "Fitno ke darwazo per aag ki taraf bulane wale khade honge" se kya murad hai ?
- AAag kasrat se bhadke gi
- BAag se tabahi aam hogi
- CFitno mein padhte hi insaan Jahanam mein chala jaega
Información
- Descripción
- The signs of last day
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 806
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test