Quiz
Surah al baqarah tafseer 6
Fragen in diesem Quiz (10)
1
Dil ki sakhti ko kis se tashbeeh di gai hai?- APathar
- BLohe
- Cheere
2Dil ki kitni qismain batai gai hain?
- A2
- B3
- C4
3عقلوه ..se kya muraad hai?
- ALailmi ki wajah se
- BAmal na karne ki wajah se
- CInhone samajh liya ise /Janne ke bawajood
4Bani Israel ke aik shaks ka waqia bayan karke Allah tala kis aqiday ko wazeh farma raha hai?
- AAqeeda-e-Risalat
- BAqeeda-e-tawheed
- CAqeeda-Ba'si-bad-Almaout (marne ke baad zinda uthna)
5Ummiyun kis cheez ki pairwi karte hain?
- Apukhta ilm ki
- BQuraan o sunnat ki
- Ctammanao aur khawhishat ki
6kin do wajoohat ki wajah se bani israel per tabahi hai?
- Akitab apne hatho se likhte hain aur ghalat fatwe de kar kamate hain
- Bkitab apne hatho se likhte hain aur tawraat ko parhte nahi hain
- CTawraat ko na parhte hain aur na amal karte hain
7gunnaho per israar karne ke peeche un ki kya sooch hai ?
- AHum ko aag bus chand din chuwe gi
- BQayamat qaim na ho gi
- CMarne ke baad hum mitti hojaigi
8ويل kya hai?
- ADozakh ki ek ghati jis ki gahrahi 40 saal ki hai
- BDozakh ki aag
- CDardnaak azaab
9سيئة se muraad kaise burai hai jo aag mein jane ka bais bane gi ?
- AKhilaf hona
- BQhataao mein ghir jana aur wapis nahi palatna
- CBuraai
10amal e saleh ki do sharait kya hain?
- AAllah ke khatir ho aur sunnat ke mutabiq ho
- BSirf musalmaan ho
- CSirf sunnat ke mutabiq ho
Informationen
- Beschreibung
- Tafseer
- Autor
- Husna Saleem
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 119
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz