¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

Surah al baqarah tafseer 6

Husna Saleem 10 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1

    Dil ki sakhti ko kis se tashbeeh di gai hai?

    1. APathar
    2. BLohe
    3. Cheere
  2. 2Dil ki kitni qismain batai gai hain?
    1. A2
    2. B3
    3. C4
  3. 3عقلوه ..se kya muraad hai?
    1. ALailmi ki wajah se
    2. BAmal na karne ki wajah se
    3. CInhone samajh liya ise /Janne ke bawajood
  4. 4Bani Israel ke aik shaks ka waqia bayan karke Allah tala kis aqiday ko wazeh farma raha hai?
    1. AAqeeda-e-Risalat
    2. BAqeeda-e-tawheed
    3. CAqeeda-Ba'si-bad-Almaout (marne ke baad zinda uthna)
  5. 5Ummiyun kis cheez ki pairwi karte hain?
    1. Apukhta ilm ki
    2. BQuraan o sunnat ki
    3. Ctammanao aur khawhishat ki
  6. 6kin do wajoohat ki wajah se bani israel per tabahi hai?
    1. Akitab apne hatho se likhte hain aur ghalat fatwe de kar kamate hain
    2. Bkitab apne hatho se likhte hain aur tawraat ko parhte nahi hain
    3. CTawraat ko na parhte hain aur na amal karte hain
  7. 7gunnaho per israar karne ke peeche un ki kya sooch hai ?
    1. AHum ko aag bus chand din chuwe gi
    2. BQayamat qaim na ho gi
    3. CMarne ke baad hum mitti hojaigi
  8. 8ويل kya hai?
    1. ADozakh ki ek ghati jis ki gahrahi 40 saal ki hai
    2. BDozakh ki aag
    3. CDardnaak azaab
  9. 9سيئة se muraad kaise burai hai jo aag mein jane ka bais bane gi ?
    1. AKhilaf hona
    2. BQhataao mein ghir jana aur wapis nahi palatna
    3. CBuraai
  10. 10amal e saleh ki do sharait kya hain?
    1. AAllah ke khatir ho aur sunnat ke mutabiq ho
    2. BSirf musalmaan ho
    3. CSirf sunnat ke mutabiq ho

Información

Descripción
Tafseer
Idioma
English
Visitas
119
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?