Quiz
TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 5(LEC 9 & 10)
Fragen in diesem Quiz (15)
1Q1) Mujarrad kisko kehte hain ?
- ATanha akele shakhs ko
- BBaghair biwi ya shohar ke
- CDono jawabaat durust hain
2Q2) Islaam humein kya sikhata hai ?
- ABalooghat ke baad shadi mein der na karein
- BAchche rishtey ka intezaar karein
- CHigher education complete karein
3Q3) Shohar ke inteqaal ke baad aurat ko, apni marzi se dusra Nikah karne ki...
- AIjazat hai
- BIjazat nahi hai
- CMayoob samjha gaya hai
4Q4) Asma binte Umais(RA) ___________ ki taraf Hijrat karke gayi thi
- AMadinah
- BKoofah
- CHabshah
5Q5) Kis jung mein ek ke baad deegre Sahabi shaheed hue the ?
- AJung-e-Hunain
- BJung-e-Mouta
- CJung-e-Tabook
6Q6) Nikah karne se Allah tala...
- AApne fazal se ghani kar dega
- BUsko tangdasti mein mubtala kar dega
- CMazeed zimmedariyaan badha dega
7Q7) Sabse ziyada kasrat se ghulam azaad karnewale Sahabi
- AAnas bin Maalik(RA)
- BAbdul Rahman bin Aouf(RA)
- CUsman(RA)
8Q8) Mukaatibat ke maani kya hai ?
- AQauli ehad lena
- BDo gawah rakhna
- CLikha-padhi karna
9Q9) Allah(SWT) ki ____________ se pahaad reza-reza hokar gir pada
- AGazab se
- BTajalli se
- CRounak se
10Q10) Ye kis Sahabi ka qaul hai "Apne us din per ro'o(cry) jo kal ki tarah guzar gaya ho"
- AUmar(RA)
- BAbu Darda(RA)
- CZaid(RA)
11Q11) Ye Allah(SWT) ki___________ hai ki wo Hijaab mein hain
- AFazal
- BNeimat
- CRehmat
12Q12) Insaan ke hidayat ka source ?
- AAllah (SWT) hai
- BDuniyawi taaleem hai
- CDono jawabaat durust hain
13Q13) Imaan ki roushni dilon mein badhaane ke liye...
- AQuran se taaluq mazboot karna chahiye
- BSirf sonch aur gauro fikr karna chahiye
- CAllah(SWT) se dua maangini chahiye
14Q14) Aise log jinhe Allah(SWT)) ne noor-e-baseerat ata ki ho wo har waqt...
- AHaqq ke mutalaashi rehte hain
- BAllah ki Ayaat ko hamesha tasleem karte hain
- CDono jawabaat durust hain
15Q15) Allah ka zikr jahan buland kiya jaata hai usse murad ?
- AMasjidein hain
- BWo tamaam ghar hain jahan Allah ki tasbeeh paakizgi bayan ki jaati hai
- CDono jawaabaat durust hain
Informationen
- Beschreibung
- DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR
- Autor
- Shabana Rupani
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 1.029
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz