GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 3 (LEC 5 & 6)

Shabana Rupani 15 questions

Take the quiz

Questions in this quiz (15)

  1. 1Q!) Fahash baaton ki ishaat karnewalon ke liye ________________ azaab hai
    1. ADardnaak
    2. BBechain karnewala
    3. CJahannum ka
  2. 2Q2) Zina, Amal-e-Qaum-e-Lut, Berhana hona, Jhooti tohmat lagana ye sab....
    1. AFahash kaam hai
    2. BGalat kaam hai
    3. CNajas kaam hai
  3. 3Q3) Buraai ko baar baar karne se buraai....
    1. AAam ho jaati hai
    2. BKam ho jaati hai
    3. CKhatam ho jaati hai
  4. 4Q4) Aurat, aurat ke saamne apna satar khol sakti hai
    1. Aijazat hai
    2. Bijazat nahi hai
    3. CKabhi kabhar aisa kar sakti hai
  5. 5Q5) Shohar aur biwi ke darmiyaan ki baatein dusron ke saamne karna...
    1. ASabse achi baat hai
    2. BSabse badtareen khayaanat hai
    3. CIski permission di gayi hai
  6. 6Q6) Shaitaan insaan ko....
    1. ABehayaai aur buraai ke kaamon per uksata hai
    2. BNeki ke kaamon per uksata hai
    3. CDono jawabaat galat hai
  7. 7Q7) Jab kisi shakhs se koi ghalati ho jaaye to hamara rawaiyya kaisa hona chahiye ?
    1. AUs shakhs ko chod dena chahiye
    2. BGhalati ke baare mein baare mein baar baar yaad dilana chahiye
    3. CUski ghalati ki islaah karna chahiye
  8. 8Q8) Jin logon per hum ehsaan karte hain agar wo hamari buraai kare to hamara kya maamla hona chahiye ?
    1. AUnse apni madad ka haath rok lena chahiye
    2. BUnko pehle ki tarah madad karte rehna chahiye
    3. CUnko har jagah zaleel karte rehna chahiye
  9. 9Q9) "Saniy asnain" ka laqab kis Sahabi ko diya gaya ?
    1. AHazrat Usman (RA)
    2. BHazrat Umar (RA)
    3. CHazrat Abu Bakr Siddique (RA)
  10. 10Q10) Qayamat ke din Nafs-e-Mutmainnah ki awaz kis Sahabi ke liye aayegi ?
    1. AHazrat Ali (RA)
    2. BAbdur Rahman bin Aouf (RA)
    3. CHazrat Abu Bakr (RA)

Information

Description
DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR
Language
English
Views
869
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?