GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ - 3}

Asiya Abdul Raoof 10 Fragen 1.012 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (10)

  1. 1An Nisa ka kya ma'ani hai ?
    1. Aa) Ek aurat
    2. Bb) Auratein
    3. Cc) Biwiyan
  2. 2Surah Nisa ki pehli ayath padhna masnoon hai
    1. Aa) Khutba e nikah
    2. Bb) Khutba e jumah
    3. Cc) Khutba e eid
  3. 3Surah Nisa ki shuruwaat kis baat se ki gayi hai?
    1. Aa) Taqwa
    2. Bb) Namaz
    3. Cc) Hajj
  4. 4Mufassireen ne Surah Nisa ko kitne hisson mein taqseem (devide) kiya hai?
    1. Aa) 2 ya 3
    2. Bb) 3 ya 4
    3. Cc) 4 ya 5
  5. 5Taqwa ki biniyaad kin cheezon pe hai?
    1. Aa) Maal aur aulad
    2. Bb) Ilm aur haal
    3. Cc) Namaz aur zakat
  6. 6Aapas ke mamlaat ki kharabi ki wajah zaban bhi hai
    1. Aa) True
    2. Bb) False
  7. 7Ayath mein kaha gaya hai ke insan apne huqooq __________ ke waaste se mangta hai.
    1. Aa) Allah
    2. Bb) Rasool
    3. Cc) Aulaad
  8. 8Rabb ke ma'ani kya hain?
    1. Aa) Paalnewala / Nigehdaasht karnewala
    2. Bb) Zarre ko kamaal tak pahunchanewala
    3. Cc) Dono jawab durust hain
  9. 9Surah Nisa ki pehli ayath mein taqwa ka zikr kitni baar aya hai?
    1. Aa) 2
    2. Bb) 3
    3. Cc) 1
  10. 10Maamlaat ka ta'aluk taqwa se nahi hai, taqwa ka sirf ibadat se ta'aluk hai.
    1. Aa) True
    2. Bb) False

Informationen

Beschreibung
TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ - 3}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 21/02/2020.
Sprache
English
Aufrufe
1.012
Schlagwörter
tafseer surah nisa
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck