Test
TAFSEER SURAH NISA {QUIZ - 3}
Preguntas del test (10)
1An Nisa ka kya ma'ani hai ?
- Aa) Ek aurat
- Bb) Auratein
- Cc) Biwiyan
2Surah Nisa ki pehli ayath padhna masnoon hai
- Aa) Khutba e nikah
- Bb) Khutba e jumah
- Cc) Khutba e eid
3Surah Nisa ki shuruwaat kis baat se ki gayi hai?
- Aa) Taqwa
- Bb) Namaz
- Cc) Hajj
4Mufassireen ne Surah Nisa ko kitne hisson mein taqseem (devide) kiya hai?
- Aa) 2 ya 3
- Bb) 3 ya 4
- Cc) 4 ya 5
5Taqwa ki biniyaad kin cheezon pe hai?
- Aa) Maal aur aulad
- Bb) Ilm aur haal
- Cc) Namaz aur zakat
6Aapas ke mamlaat ki kharabi ki wajah zaban bhi hai
- Aa) True
- Bb) False
7Ayath mein kaha gaya hai ke insan apne huqooq __________ ke waaste se mangta hai.
- Aa) Allah
- Bb) Rasool
- Cc) Aulaad
8Rabb ke ma'ani kya hain?
- Aa) Paalnewala / Nigehdaasht karnewala
- Bb) Zarre ko kamaal tak pahunchanewala
- Cc) Dono jawab durust hain
9Surah Nisa ki pehli ayath mein taqwa ka zikr kitni baar aya hai?
- Aa) 2
- Bb) 3
- Cc) 1
10Maamlaat ka ta'aluk taqwa se nahi hai, taqwa ka sirf ibadat se ta'aluk hai.
- Aa) True
- Bb) False
Información
- Descripción
- TAFSEER SURAH NISA Test sobre TAFSEER SURAH NISA {QUIZ - 3}, creado por Asiya Abdul Raoof el 21/02/2020.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.011
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test