seerah quiz-14

Beschreibung

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz von Shabana Rupani, aktualisiert more than 1 year ago
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor etwa 9 Jahre
370
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q-1: Ghazwae Banu Qainqa Jung e Badr ke baad pesh aaya
Antworten
  • Right
  • Wrong
  • None of the above

Frage 2

Frage
Q-2: Banu Qainqa peshe ke lehaz se jouhari(goldsmith) thay
Antworten
  • Right
  • Wrong
  • None of the above

Frage 3

Frage
Q-3: Banu Qainqa ke saath kya mamla kiya gaya ?
Antworten
  • Qatl kar diya gaya
  • Jung ki gayi
  • Jila watan kar diya gaya

Frage 4

Frage
Q-4: kaab bin Ashraf kaun tha ?
Antworten
  • Munafiqon ka sardar
  • Yahudiyon ka sardar
  • None of the above

Frage 5

Frage
Q-5: Umar(R.A.) ne nasihat ki apni beti ko
Antworten
  • A) Umm Salma(R.A.) se competition mein na rehna
  • B) Ayesha(R.A.) se competition mein na rehna
  • C) Na Umar Abu Bakr se aage badh sakta hai
  • D) B aur C durust hai

Frage 6

Frage
Q-6: Fatima (R.A.) ka Nikah Ali(R.A) se kab hua ?
Antworten
  • 2 hijri mein
  • 3 hijri mein
  • 4 hijri mein

Frage 7

Frage
Q-7: Agar Aap kisi ke ghar rishta diye aur wo inkaar karde to Aap....
Antworten
  • Unse dushmani kar lenge
  • Wo ladki ki burayiyaan karenge taki uska rishta kaheen na ho
  • Sabr karenge

Frage 8

Frage
Q-8: Nikaah mein
Antworten
  • A) Jehaz dena zaruri hai
  • B) Fatimi jehaz diya ja sakta hai
  • B) A aur B wrong hai

Frage 9

Frage
Q-9: Allah ke Rasool(SAW) ne rukhsati ke waqt apni beti ko nasihat ki
Antworten
  • Tumhe kisi ki khidmat karne ki zarurat nahi
  • Islam mein sasuralwalon ki khidmat zaroori nahi
  • Fatima ghar ka kaam sambhalengi aur Ali bahar ki zimmedari uthayenge

Frage 10

Frage
Q-10: Fatima(R.A.) ke Nikah ki tafseel kin do Sahabiyah se marwi hai ?
Antworten
  • Umm Salma (R.A.) aur Umm Habiba (R.A)
  • Ayesha(R.A.) aur Asma (R.A.)
  • Zainab (R.A) aur Maimoona (R.A)

Frage 11

Frage
Q-11: Jung-e-Uhud ke baare mein Makkah se khabar kisne bhijwayi ?
Antworten
  • Abdullah bin Abbas(R.A)
  • Abbas(R.A)
  • Umair bin Wahab(R.A)

Frage 12

Frage
Q-12: 50 Sahaba ko unchayi per Rasool (SAW) ne khada kiya tha uske commander
Antworten
  • Abdullah bin Zubair (R.A)
  • Abdullah bin Jubair (R.A.)
  • Abdullah bin Umar (R.A)

Frage 13

Frage
Q-13: Abdullah bin Ubai apne saathiyon ko lekar alag ho gaya
Antworten
  • 400
  • 200
  • 300

Frage 14

Frage
Q-14: Wo wahid Sahabi jinko Allah ke Rasool(SAW) ne kaha "Mere maa-baap tumper qurbaan"
Antworten
  • Talha bin Ubaidullah (R.A)
  • Abu Talha(R.A)
  • Saad bin abi Waqqas (R.A)

Frage 15

Frage
Q-15: Agar kisiko chalta phirta shaheed dekhna ho to wo _____________ ko dekh le
Antworten
  • Abu Dujanna (R.A)
  • Talha bin Ubaidullah (R.A)
  • Abu Ubaidah bin Jarrah (R.A)

Frage 16

Frage
Q-16: "Kaun hai jo is talwar ka haqq ada kare?" Allah ke Rasool(SAW) ne apni talwar kisko di thi ?
Antworten
  • Abu Bakr (R.A)
  • Abdullah bin Zubair (R.A)
  • Abu Dujanna(R.A.)

Frage 17

Frage
Q-17: "Jung e Uhud mein main jidhar dekhta udhar mujhe wohi dikhayi deti"
Antworten
  • Safiyyah binte Mutallib (R.A)
  • Khansa(R.A.)
  • Umme Ammara(R.A)

Frage 18

Frage
Q-18: Hawariye Rasool (SAW)
Antworten
  • Hamza (R.A)
  • Zubair bin Awwam(R.A)
  • Hanzala( R.A)

Frage 19

Frage
Q-19: Ghaseel ul Malaika(The one who was bathed by Angels)
Antworten
  • Hanzala(R.A)
  • Abdullah bin Zubair (R.A)
  • Hamza (R.A)

Frage 20

Frage
Q-20: Sayyadus Shuhada
Antworten
  • Hamza (R.A)
  • Zubair(R.A.)
  • Talha bin Ubaidullah( R.A)
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-19
Shabana Rupani