Seerah quiz-15

Description

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz by Shabana Rupani, updated more than 1 year ago
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani almost 9 years ago
467
1

Resource summary

Question 1

Question
Q-1: Abdullah bin Abbas kis Surah ko Surah Nazeer kehte the ?
Answer
  • Surah Abasa
  • Surah Hashr
  • Surah Kausar

Question 2

Question
Q-2: Zainab binte Khuzaima(R.A) ka laqab
Answer
  • Dhat an Nataqain
  • Ummul Masakeen

Question 3

Question
Q-3: Umme Salamah ne kitni Ahadeeth bayan kiye ?
Answer
  • 200
  • 300 se zyada
  • 110

Question 4

Question
Q-4: Kin Sahabi ne apne qatl se pehle 2 rakat namaz padhi ?
Answer
  • Abdullah bin Tariq(R.A)
  • Zaid bin Addithinnah(R.A)
  • Khubaib(R.A)

Question 5

Question
Q-5: Bair-e-Maoonah ka waqiah kab pesh aaya ?
Answer
  • 2 hijri
  • 3 hijri
  • 4 hijri

Question 6

Question
Q-6: Zainab binte Khuzaima(R.A) ke pehle shohar ka naam
Answer
  • Abdullah bin Abbas
  • Abdullah bin Jahash
  • Abdullah bin Umar

Question 7

Question
Q-7: Umm Salamah(R.A) ka asal naam
Answer
  • Hind bin Umaiyya(R.A)
  • Asma(R.A)

Question 8

Question
Q-8: Banu Nazeer ek _________ qaum thi
Answer
  • Isaaee(Christian)
  • Yahudi(Jewish)
  • Majusi(Majians)

Question 9

Question
Q-9: Woh kaunse Qabile the jinhone dhoka dekar Sahabae Karaam ko shaheed kiya ?
Answer
  • Adal aur Qaraa
  • Banu Khuza
  • Banu Qananah

Question 10

Question
Q-10: Ghazwae Banu Nazeer mein darakht kiske hukum se kaate gaye ?
Answer
  • Rasool Allah(SAW)
  • Sahaba
  • Allah(SWT)
Show full summary Hide full summary

Similar

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-19
Shabana Rupani