¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-9}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas 1.747 visitas 5,0 (1 valoración)

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Q1. Rasool (saws) kiMadina amad ke waqt Yahood ke kitne qabile Madinah mein abad the ?
    1. A2
    2. B3
    3. C5
  2. 2Q2. Aus aur Khazraj kis ke qabail the ?
    1. AMushrikeen Makkah
    2. BYahood
    3. CAnsaar
  3. 3Q3. Ayat mein anbiya ko jhutlane ki kya do wajuhat batai gai hai ?
    1. ALaparwahi aur Takabur
    2. BTakabur aur Khawhishat nafs
    3. CLaparwahi aur Khawhishat nafs
  4. 4Q4. Khawhishat nafs ki perwi karne walon ko kis ghade mein dala jaega ?
    1. AHawiya
    2. BAdn
    3. CWail
  5. 5Q5. "Humare dil ghilaf mein band hai" ye kis ka jumla hai ?
    1. ANasara
    2. BMushrikeen
    3. CYahood
  6. 6Q6. Bani Israel apne Yahood qaidi bhaiyon se kya sulook karte the ?
    1. AUnki taraf se fidya ada karke unhe chudhate
    2. BUnke fidye ko haram samjhte
    3. CUnse fidya lekar khate
  7. 7Q7. Yahood Rasool (saws) ko kis tarah pehchante the ?
    1. AJaise koi apne bhai ko pehchanta hai
    2. BJaise koi apne dost ko pehchanta hai
    3. CJaise koi apne bete ko pehchanta hai
  8. 8Q8. 'Kitab ke kuch hisse ko manna aur kuch ka inkar karna' kaisa hai ?
    1. AJaiz hai
    2. BKoi harj nahi
    3. CNa jaiz hai
  9. 9Q9. Kitab ko mazboti se pakadhne se kya murad hai ?
    1. AKitab ko girne na dena mazboti se pakadhna
    2. Bkitab ki azmat ki wajah se unchi jagah per rakhna
    3. CKitab ke ahkamat per chalna
  10. 10Q10. "Unhe bachde ki mohabbat pila di gai" isse kya murad hai ?
    1. AUnhe bachde ka ghosht pasand tha
    2. BUnke dilon mein bachde ki mohabbat rach bas gai thi
    3. CUnko bachda palna pasand tha

Información

Descripción
Tafseer of Surah Baqarah
Idioma
English
Visitas
1.747
Valoración
5,0 de 5 · 1 valoración
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?