Quiz
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-9}
Questions in this quiz (10)
1Q1. Rasool (saws) kiMadina amad ke waqt Yahood ke kitne qabile Madinah mein abad the ?
- A2
- B3
- C5
2Q2. Aus aur Khazraj kis ke qabail the ?
- AMushrikeen Makkah
- BYahood
- CAnsaar
3Q3. Ayat mein anbiya ko jhutlane ki kya do wajuhat batai gai hai ?
- ALaparwahi aur Takabur
- BTakabur aur Khawhishat nafs
- CLaparwahi aur Khawhishat nafs
4Q4. Khawhishat nafs ki perwi karne walon ko kis ghade mein dala jaega ?
- AHawiya
- BAdn
- CWail
5Q5. "Humare dil ghilaf mein band hai" ye kis ka jumla hai ?
- ANasara
- BMushrikeen
- CYahood
6Q6. Bani Israel apne Yahood qaidi bhaiyon se kya sulook karte the ?
- AUnki taraf se fidya ada karke unhe chudhate
- BUnke fidye ko haram samjhte
- CUnse fidya lekar khate
7Q7. Yahood Rasool (saws) ko kis tarah pehchante the ?
- AJaise koi apne bhai ko pehchanta hai
- BJaise koi apne dost ko pehchanta hai
- CJaise koi apne bete ko pehchanta hai
8Q8. 'Kitab ke kuch hisse ko manna aur kuch ka inkar karna' kaisa hai ?
- AJaiz hai
- BKoi harj nahi
- CNa jaiz hai
9Q9. Kitab ko mazboti se pakadhne se kya murad hai ?
- AKitab ko girne na dena mazboti se pakadhna
- Bkitab ki azmat ki wajah se unchi jagah per rakhna
- CKitab ke ahkamat per chalna
10Q10. "Unhe bachde ki mohabbat pila di gai" isse kya murad hai ?
- AUnhe bachde ka ghosht pasand tha
- BUnke dilon mein bachde ki mohabbat rach bas gai thi
- CUnko bachda palna pasand tha
Information
- Description
- Tafseer of Surah Baqarah
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 1,747
- Tags
- Rating
- 5.0 out of 5 · 1 rating Rate this quiz