Test
QURANIC GEMS QUIZ 28-29-30
Preguntas del test (14)
1Q1) Ayat ko jhutlaane se kya muraad hai ?
- AQuran ko bilkul na padhna
- BPadhna magar samajhna nahi
- Csamajhna per amal na karna
- DAll of the above
2Q2) Jis tarah murghe ki skin utaar di jaati hai usi tarah Qayamat ke din kya cheez dikhai degi ?
- AAasmaan
- BZameen
- CPahaad
- DSamandar
3Q3) Samandar aur dariya ke paani Qayamat ke din kaise honge ?
- ASailaab ho jayenge
- BAag se bhadak uthenge
- CKhushk ho jayenge
- DAabi makhlooq ko bahar phenk denge
4Q4) Qayamat ke roz log apne Aamaal ke mutabiq kis cheez mein doob jayenge ?
- APaseene mein
- BDukh mein
- CPaani mein
- DKhoon mein
5Q5) Allah jisse bhalai ka irada karta hai to use kya ata karta hai ?
- AMaal, taki wo Allah ki raah meim kharch kar sake
- BDeen ki samajh boojh
- CLogon ke kaam aane ki fikr
- DBada uhda jisse wo dusron ko faayda dein
6Q6) Log kyu Yateemon, Miskeenon aue Qaidiyon ko khana khilaate hain ?
- ALog shukrguzaar hon
- BLog unke kaam karein
- CRiyakari
- DAllah ke chehre ke liye
7Q7) Nafq-al-Awwal(pehle soor) ke baad kya hoga ?
- ASab ladne lagenge
- BSab dehshat -zada ho jayenge
- CSab mar jayenge
- DSab apni Qabar se nikalkar maidaan-e-Hashr mein jama ho jayenge
8Q8) Quran mein Quran ke alawah kisko Furqan aur Noor Kaha gaya hai ?
- AInjeel
- BZaboor
- CTawrah
- DSuhoof-e-Ibrahim
9Q9) Pehli Wahi ki amad per Hazrat Khadijah(RA) ne Aap(SAW) ko tasalli dete hue Aap(SAW) ki kis khoobi ka zikr kiya tha ?
- AAap(SAW) Allah ke shukrguzar bande hain
- BAap(SAW) bhookon ko khana khilaate hain
- CAap(SAW) Sabr karnewale bande hain
- DNone of the above
10Q10) Allah ke deedar ke husool ke liye Rasool(SAW) ne kin Namazon ko waqt per ada karne ki taqeed ki ?
- AFajr aur Zuhr
- BFajr aur Asar
- CFajr aur Maghrib
- DFajr aur Isha
11Q11) Kaafir Qayamat ke din kya kahenge ?
- AKaash main nek Aamaal kar leta
- BKaash main Imaan le aata
- CKaash main Mitti hota
- DKaash main Jaanwar hota
12Q12) Insaan se pehle Quran ko kis cheez ke saamne pesh kiya gaya tha ?
- AZameen
- BAasmaan
- CPahad
- DAll of the above
13Q13) Sabse badi nemat jo Jannatiyon ko milegi ?
- AJannat ke wasat mein ghar
- BJannat ka libaas
- CFarishton ki mezbaani
- DAllah ka deedaar
14Q14) Insaan ko janwar se tashbeeh kyu di gayi hai ?
- AAapas mein ladte hain
- BKaan hote hue bhi sunte nahi hain
- CSirf khaane ki fikr karte hain
- Ddoosron ke kaam nahi aate
Información
- Descripción
- TRANSLATION AND TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visitas
- 366
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test