QURANIC GEMS QUIZ 22-23-24

Description

TRANSLATION AND TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
Shabana Rupani
Quiz by Shabana Rupani, updated more than 1 year ago
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani over 4 years ago
303
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1) Surah Al-Fatir mein kitne Jannati groh ka zikr hai ?
Answer
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Question 2

Question
Q2) Muqtasid ka kya maani hai ?
Answer
  • Bohot parhezgaar
  • Mutadil
  • Shiddat pasand

Question 3

Question
Q3) Qaum-e-Saba kis cheez se bezaar hone lagi thi ?
Answer
  • Ladaai-jhagdon
  • Musalsal Azaab
  • Nematon

Question 4

Question
Q4) Sabse aala darje per kaunsa groh hai ?
Answer
  • Muqtasid
  • Sabiqoon bil Khairaat
  • Zalimun li Nafsih

Question 5

Question
Q5) Jisne _______ aur ihtesaab ke saath Ramadan ke Roze rakhe uske pichle tamaam gunaah maaf kar diye jaate hain
Answer
  • Ehsaan
  • Imaan
  • Sabr

Question 6

Question
Q6) Dua ki qubooliyat ke liye kya zaruri hai ?
Answer
  • Allah se ruju karna
  • Ummeed ke saath maangna
  • Aajizi ikhtiyar karna
  • All of the above

Question 7

Question
Q7) Allah tala ne Dawood(AS) aur Sulaiman(AS) ki kis khoobi ka zikr Surah Saad mein kiya hai ?
Answer
  • Awwaab
  • Muhsin
  • Hakeem

Question 8

Question
Q8) Sulaiman(AS) ne Allah tala se aisi baadshahat ki dua ki jo unke pehle aur unke baad kisiko na mile. Unhone dua mein Allah tala ka kaunsa sifaati naam liya ?
Answer
  • Qadeer
  • Wahhab
  • Razzaq

Question 9

Question
Q9) Allah tala ne Ibrahim(AS) ki dua unke Waalid ke haqq mein qubool na farmaayi aur farmaya ki wo.....
Answer
  • Allah ke dushman hai
  • Shaitaan ke dost hain
  • Mushrikeen mein se hain

Question 10

Question
Q10) Allah tala ne dawood(AS) ki dua ke saath kya maamla kiya ?
Answer
  • Dua qubool nahi ki
  • Qusoor maaf kar diya aur darjaat buland kar diye
  • Qusoor per sakht narazgi ka izhaar kiya

Question 11

Question
Q11) Imam Daar-ul-Hijra kiska laqab hai ?
Answer
  • Imam Malik Raheemuhullah
  • Imam Shafaee Raheemuhullah
  • Imam Abu Haneefa Raheemuhullah

Question 12

Question
Q12) Deen ke khatir kis Imam ko qaid kiya gaya jahan unka inteqaal bhi hua ?
Answer
  • Imam Abu Haneefa Raheemuhullah
  • Imam Shafaee Raheemuhullah
  • Imam Ibn-e-Taymiyyah Raheemuhullah

Question 13

Question
Q13) Unko Khatam Risalat per risalat likhne ki padash mein qaid mein daala gaya
Answer
  • Maulana Sarsaid Ahmed Khan
  • Maulana Maudoodi
  • Maulana Muhammad Ali Jauhar

Question 14

Question
Q14) Wo sahabi ka naam bataein jinko suli per chadhakar neze maare gaye aur unki aakhri khwahish do rakaat namaz padhne ki thi
Answer
  • Khabbab bin Arat(RA)
  • Khubaib bin Adi (RA)
  • Uthman bin Mazun(RA)

Question 15

Question
Q15) Quran Allah ki makhlook hai ye galat Fatwa kis Aalim se jabri(forcefully) taur per haasil karne ki koshish ki gayi ?
Answer
  • Imam Ahmed bin Hambal Raheemuhullah
  • Imam Abu Haneefa Raheemuhullah
  • Imam Ghazali Raheemuhullah
Show full summary Hide full summary

Similar

QURANIC GEMS QUIZ 7-8-9
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ JUZ 1-2-3
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 4-5-6
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 10-11-12
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 16-17-18
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 25-26-27
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 13-14-15
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 28-29-30
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 19-20-21
Shabana Rupani
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 1 Quiz
Al Huda Canada
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 2 Quiz
Al Huda Canada