Test
TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 1
Preguntas del test (15)
1Q1) Apne gharwalon ko Surah An Noor ki talimaat diya karo ye kis Sahabi ka qaul hai ?
- AHazrat Umar(RA)
- BHazrat Abu Bakr Siddique(RA)
- CHazrat Usman(RA)
2Q2) Nuzool Ke aitbaar se Surah Al Ahzaab __________________ se pehle naazil hui
- ASurah Al Baqarah
- BSurah An Nisa
- CSurah An Noor
3Q3) Islaam mein ghair Muslims ke skills se fayda uthana kaisa hai ?
- AIjazat hai
- BMana kiya gaya hai
- CBohot bura amal samjha gaya hai
4Q4) Sabse Roushan Khayalaat, wussat e nazariah kis mazhab mein paaya jaata hai ?
- AJudaisim mein
- Bhinduism mein
- CDeen e Islaam mein
5Q5) Islaam mein pehle kis cheez per dhyaan diya jaata hai ?
- ASazaaon per
- BTazkiya aur Tarbiyat per
- CProgressive Khayalaat per
6Q6) Chori, qatal, Zinaa, Murtid hona....
- AKabeera gunah hai
- BSaghirah gunah hai
- CGunah nahi hai
7Q7) Islaam kis sonch se mana karta hai ?
- AModerate sonch se
- BProgressive sonch se
- CGhair muslim ki sonch, aqaaid ikhtiyar karne se
8Q8) Nikah ke ilawa kisi surat mein aurat aur mard ka taaluq...
- AJayaz hai
- BNajayaz hai
- CMakrooh hai
9Q9) Aurat ko kya cheez Jannat mein le jaane ka baais banti hai ?
- AHaya
- BOonchi sonch
- CMard ki barabari karna
10Q10) Nikah __________________ se rokta hai.
- AMilne-jhulne se
- BZinaa se
- CFahash kalami se
11Q11) Har mazhab mein Zinaa ko...
- ABura samjha gaya hai
- BAcha samjha gaya hai
- CKuch ke nazdeek koi bura fail nahi hai
12Q12) Kisi nasal ko baaqi rehna hai to uske liye...
- AKhandaani nizaam mazboot hona zaruri hai
- BMaaldaar hona zaruri hai
- Caulaad hona zaruri hai
13Q13) Paak daaman mard ya aurat per ilzaam lagaane ki saza ?
- A20 lashes hain
- B100 lashes hain
- C80 lashes hain
14Q14) Qawaaneen kyu banaye jaate hain ?
- AMuaashre se zulm, zyadti ko khatam karne ke liye
- BBehayaai aur buraai se bachne ke liye
- CDono jawaabaat durust hain
15Q15) Insaan jab Zinaa karta hai to uske dil se ___________ utha liya jaata hai
- AHaya
- BImaan
- CPaakeezgi
Información
- Descripción
- DETAILED TAFSEER OF SURAH NOOR
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.585
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test