Test
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Preguntas del test (15)
1Q1. Sub se zyada ahadeeth rivayat karne wale sahabi koun hai ?
- AAbu Bakr (r.a)
- BBilaal (r.a)
- CAbu Hurairah (r.a)
2Q2. Hadeeth mein ata hai ke roza naam hai :-
- AKhane peene se rukne ka
- BBehuda aur fahash kamo se rukne ka
- CDono durust hai
3Q3. Roze ka kaffara hai :-
1* 60 muhtajon ko khana khilana
2* 1 ghulam azaad karna
3* 2 mah ke musalsal roze rakhna
inki sahih tarteeb kya hai ?- A1-2-3
- B2-1-3
- C2-3-1
4Q4. Roze ki halat mein buraion se bachne se kya faida hasil hoga ?
- AAam dino mein bhi buraion se bachenge
- BRoze ke ajr mein kami na ki jaegi
- CDono durust hai
5Q5. Agar rozedar ko koi gali de toh kya karna chahiye ?
- AApni halat badl le (khade ho toh bait jae)
- BKeh de ke "mein roze se hoon"
- CDono jawab durust hai
6Q6. Roze mein miya biwi ka taluq qaim hojae toh :-
- AQaza roza rakhna hoga
- BKaffara ada karna hoga
- CQaza aur kaffara dono lazim hai
7Q7. Hadeeth mein ata hai ke roza ________________ hai.
- ANeeki hai
- BDhaal hai
- CPabandi hai
8Q8. Nabi (s.a.w.s) ne roze mein biwi se sohbat karne wale sahabi ke saath kaisa rawaiyya akhtiyar kiya ?
- ASakht naraz huwe
- BMajlis se nikalne ka hukum diya
- CNarmi ka rawaiyya akhtiyar kiya
9Q9. Roze mein biwi ka bhosa lena :-
- AJaiz hai
- BMakrooh hai
- CShehwat par qabu rakhne wale ke liye jaiz hai
10Q10. Abu Hurairah (r.a) kab imaan lae :-
- AHijraat se pehle
- B2 hijri mein
- C7 hijri mein
11Q11. Jaan bujh kar roza thodne se :-
- AQaza lazim hai
- BKaffara dena hoga
- CDono lazim hai
12Q12. Roze ki halat mein wodhu ke liye kya ehtiyaat karni chahiye ?
- APura wodhu kare
- BNaak mein halaq tak paani na chadhae
- CUnglion ke darmiyan khilal na kare
13Q13. Haiza par namaz ki qaza nahi jabke roze ki qaza hai :-
- AYe baat ajeeb malum hoti hai
- BDil mein shak paida hota hai
- CDeen mein maujod aise muamlaat par shak nahi karna chahiye
14Q14. Jaan bujh ke qae karne se :-
- ARoza toot jata hai
- BRoza nahi toot-ta
- CQaza ki zarurat nahi
15Q15. 12 baje ke baad haiz aye toh :-
- ARoza mukammal karna chahiye
- BKhane peene se parhez behtar hai
- CRoza mukammal karne ka koi faida nahi
Información
- Descripción
- The fundamentals of FASTING
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 3.957
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test