¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 1}

Asiya Abdul Raoof 12 preguntas 1.690 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (12)

  1. 1Q1. Zakaat ki zid (opposite) kya hai ?
    1. AIsraaf
    2. BSood
    3. CRiyakaari
  2. 2Q2. Quran kareem mein ata hai ke "namaz qaim karne wale aur zakat ada karne wale _____________ hai ?
    1. AMusalman
    2. BMomin
    3. CSache momin
  3. 3Q3. Zakaat ke laghwi ma'ne kya hai ?
    1. AIzafaa
    2. BPaak karna
    3. CPaak karna aur izafaa
  4. 4Q4. Zakaat se kis cheez mein izafaa hota hai ?
    1. AMaal
    2. BTaqwa
    3. CMaal aur Taqwa
  5. 5Q5. Jis maal par zakaat ada na ki jae wo kya kehlata hai ?
    1. ASood
    2. BKanz
    3. CHaraam
  6. 6Q6. Dikhawe ki ibaddat kaisi hai ?
    1. ABiddat
    2. BShirk
    3. CNa pasandida
  7. 7Q7. Zakaat ada karte waqt :-
    1. ANiyat zaruri nahi
    2. BZubaan se niyat karna zaruri hai
    3. CDil mein niyat karlena kafi hai
  8. 8Q8. Amal ke ajr ka darumadar :-
    1. AZarurat
    2. BFarziyat
    3. CNiyat
  9. 9Q9. Kis khalifa ne zakaat na dene walo se jang ki ?
    1. AAbu Bakr (R.A)
    2. BUmar (R.A)
    3. CAli (R.A)
  10. 10Q10. Faraiz ke inkar se insaan ka :-
    1. AImaan kam hojata hai
    2. BJhagdhalo hojata hai
    3. CDaire Islam se bahar ajata hai

Información

Descripción
The fundamentals of ZAKAAT
Idioma
English
Visitas
1.690
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?