¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

DUROOD KE MASAEEL {TEST - 3}

Asiya Abdul Raoof 15 preguntas 1.963 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (15)

  1. 1Q1. _________________________ ka Nabi (saws) per durood bhejne ka matlab rehmat nazil karna hai.
    1. AAllah
    2. BFarishto
    3. CMusalmano
  2. 2Q2. Durood _________________ per bhejna chahiye ?
    1. ATamam auliya
    2. BSirf anbiya
    3. CTamam momineen
  3. 3Q3. _________________ martaba durood padhne se Allah 10 rehmate nazil farmate hai :-
    1. A1
    2. B3
    3. C10
  4. 4Q4. Kis cheez ki kasrat qayamat ke din rasool (saws) ki qurbat ka bais hogi ?
    1. AIsteghfar
    2. BDurood
    3. CTasbeeh
  5. 5Q5. Kya baat rasool (saws) ki sifarish ka bais banegi ?
    1. ADurood bhejna
    2. BJannat mein buland darje ki dua
    3. CDono jawab durust hai
  6. 6Q6. Kis sahabi ko rasool (saws) ne farmaya "tumhae Ilm mubarak ho" :-
    1. AUbay Bin Kaab (ra)
    2. BKaab Bin Malik (ra)
    3. CUmar Bin Khattab (ra)
  7. 7Q7. Sahabi ne dua ke waqt mein se kitne waqt ko durood ke liye waqf karne ka faisla kiya ?
    1. A1/3 waqt
    2. B2/3 waqt
    3. CPura waqt
  8. 8Q8. Rasool (saws) ne taweel sajda kis liye farmaya ?
    1. ANamaz ki fazeelat jaankar
    2. BRoze ki fazeelat jaankar
    3. CDurood ki fazeelat jaankar
  9. 9Q9. Abdur Rahman Bin Awf (ra) ke bare mein aap kua jaante hai ?
    1. AMaaldar sahabi
    2. BMiskeen sahabi
    3. CNabina sahabi
  10. 10Q10. Kitni dafa subah sham durood padhne wale ki shafaat rasool (saws) farmaege ?
    1. AKam az kam 1 bar
    2. BKam az kam 10 bar
    3. CKam az kam 100 bar

Información

Descripción
The fundamentals of DUROOD
Idioma
English
Visitas
1.963
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?