¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}

Asiya Abdul Raoof 15 preguntas 1.129 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (15)

  1. 1Q1. Zakaat ke ahkamaat rasool (s.a.w.s) ne kab nafiz kiye ?
    1. AFateh Makkah se pehle
    2. BSule Hudaebiya ke baad
    3. CFateh Makkah ke baad
  2. 2Q2. Zakaat ke ahkamaat ko Yemen mein nafiz karne ke liye rasool (s.a.w.s) ne kis sahabi ko qazi banakar bheja ?
    1. ASaad Bin Abi Waqqas (r.a)
    2. BMuaz Bin Jabal (r.a)
    3. CAbu Obaidah Bin Jarrah (r.a)
  3. 3Q3. Jis maal par zakat na di gai ho wo ganje ________________ ki surat mein qayamat ke din ayega ?
    1. ABhediye
    2. BShair
    3. CSanp
  4. 4Q4. Hadeeth mein ____________________ nisf imaan kaha gaya hai ?
    1. ANamaz qaim karna
    2. BZakaat ada karna
    3. CWuzu karna
  5. 5Q5. Zakaat kis cheez ki daleel hai ?
    1. ASahibe imaan hona
    2. BMaal se be taluq
    3. CMaal se mohabbat
  6. 6Q6. Zakaat ada karne ke liye shart hai :-
    1. AMaal 1 qamri (lunar) saal tak jama rehna
    2. BMaal 1 shamsi (solar) saal tak jama rehna
    3. CRamadan ka mahina ana
  7. 7Q7. Jin janwaro ki zakat ada na ki jae, wo qayamat ke din malik :-
    1. APar sawari karega
    2. BKo khaega
    3. CKo paon tale rawong dega
  8. 8Q8. Qayamat ka din barabar hai :-
    1. A50,000 saal
    2. B1000 saal
    3. C2000 saal
  9. 9Q9. Abu Zar Ghaffari (r.a) ke bare mein rasool (s.a.w.s) ne farmaya :-
    1. AAmeer tareen shaks
    2. BZakaat ada karne wala
    3. CZahid shaks
  10. 10Q10. Sona chandi jama karna :-
    1. AHaraam hai
    2. BZakaat ada karni chahiye
    3. CJaiz nahi

Información

Descripción
The fundamentals of ZAKAAT
Idioma
English
Visitas
1.129
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?