¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-18}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Q1. Allah ko subse zyada napasandida koun hai ?
    1. ASabse zyada jaghralu
    2. BSabse zyada ziddi
    3. CSabse zyada jhoota
  2. 2Q2. Agar koi shaks 12 zil hijjah ko Mina se wapis jana chahta hai toh usko kis waqt Mina se nikalna chahiye ?
    1. ASuraj ghuroob hone ke waqt
    2. BSuraj ghuroob hone se pehle
    3. CSuraj ghuroob hone ke baad
  3. 3Q3. Kis ibadat mein tamaam ibadat jama kardi gai hai ?
    1. AHajj
    2. BNamaz
    3. CRoza
  4. 4Q4. Kis cheez ko zameen per fasad kaha gaya hai ?
    1. ANasal ko khatam karna
    2. BKheti ko khatam karna
    3. CDono jawab durust hai
  5. 5Q5. "Islam mein pure ke pure dakhil ho jao" se kya murad hai ?
    1. AZahiri huliya Islam ke mutabiq ho
    2. BIbadat karna zyada se zyada
    3. CMukammal shariyat ko follow karna
  6. 6Q6. Kis cheez ki misaal se ibrat hasil karna behtar hai ?
    1. AZinda qaum
    2. BIsaar e qadeema
    3. CDono jawab durust hai
  7. 7Q7. Makkah se hijrat karne wale kis sahabi ke barey meinRasool Allah (saws) ne farmaya ke "tumne achi tijarat ki" ?
    1. ASuhaib Roomi (ra)
    2. BAbdur Rahman Bin Auf (ra)
    3. CAbdullah Bin Salaam (ra)
  8. 8Q8. Allah kis ka rizq faragh karta hai ?
    1. AKafiro ka
    2. BMusalmano ka
    3. CJisko wo chahta hai
  9. 9Q9. Ilm ke bawajood inkar ki wajah kya hoti hai ?
    1. ATakabbur
    2. BHatt dharmi
    3. CDono jawab durust hai
  10. 10Q10. Kis sadqe ko chupa kar dena chahiye ?
    1. AZakat
    2. BNafli sadqaat
    3. CGhar walon per karch karna

Información

Descripción
Tafseer of Surah Baqarah
Idioma
English
Visitas
989
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?