Quiz
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-18}
Questions in this quiz (10)
1Q1. Allah ko subse zyada napasandida koun hai ?
- ASabse zyada jaghralu
- BSabse zyada ziddi
- CSabse zyada jhoota
2Q2. Agar koi shaks 12 zil hijjah ko Mina se wapis jana chahta hai toh usko kis waqt Mina se nikalna chahiye ?
- ASuraj ghuroob hone ke waqt
- BSuraj ghuroob hone se pehle
- CSuraj ghuroob hone ke baad
3Q3. Kis ibadat mein tamaam ibadat jama kardi gai hai ?
- AHajj
- BNamaz
- CRoza
4Q4. Kis cheez ko zameen per fasad kaha gaya hai ?
- ANasal ko khatam karna
- BKheti ko khatam karna
- CDono jawab durust hai
5Q5. "Islam mein pure ke pure dakhil ho jao" se kya murad hai ?
- AZahiri huliya Islam ke mutabiq ho
- BIbadat karna zyada se zyada
- CMukammal shariyat ko follow karna
6Q6. Kis cheez ki misaal se ibrat hasil karna behtar hai ?
- AZinda qaum
- BIsaar e qadeema
- CDono jawab durust hai
7Q7. Makkah se hijrat karne wale kis sahabi ke barey meinRasool Allah (saws) ne farmaya ke "tumne achi tijarat ki" ?
- ASuhaib Roomi (ra)
- BAbdur Rahman Bin Auf (ra)
- CAbdullah Bin Salaam (ra)
8Q8. Allah kis ka rizq faragh karta hai ?
- AKafiro ka
- BMusalmano ka
- CJisko wo chahta hai
9Q9. Ilm ke bawajood inkar ki wajah kya hoti hai ?
- ATakabbur
- BHatt dharmi
- CDono jawab durust hai
10Q10. Kis sadqe ko chupa kar dena chahiye ?
- AZakat
- BNafli sadqaat
- CGhar walon per karch karna
Information
- Description
- Tafseer of Surah Baqarah
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 989
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz