¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-11}

Asiya Abdul Raoof 10 preguntas 1.502 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (10)

  1. 1Duniya ko hi sab kuch samajhna / duniya pe bharosa karna
    1. AShirk
    2. BGunah
    3. Cburi baat
  2. 2''Tabida" ke kya ma'ane hain?
    1. ABarbad
    2. BHara bhara
    3. CKhubsurat
  3. 3Baagh ke malik pe kis ne zulm kiya?
    1. AAllah swt
    2. BFarishton ne
    3. CUs ne khud
  4. 4Jo duniya mein nawaza jata hai wo aakhirat mein bhi nawaza jayega.
    1. ATrue
    2. BFalse
  5. 5Baagh ke malik ka akhirat ke bare mein kaisa rawaiya tha?
    1. ASanjeeda (serious)
    2. BBahot zyada sanjeeda
    3. CTamaskhurana (non serious)
  6. 6Duniya mein nawaza jaana kis baat ki alamat hai?
    1. AAllah ki aazmaish
    2. BAllah ki razamandi
    3. CBande ka nek hona
  7. 7"Ana" (ego) ka lafz kis ne sab se pehle istemaal kiya?
    1. AShaitan
    2. BInsan
    3. CFarishte
  8. 8Baagh ke malik ko Allah swt ne kitne aur kaise baagh se nawaza tha?
    1. A2 bekaar baagh
    2. B2 behtareen baagh
    3. C1 shandaar baagh
  9. 9Baagh ke malik ne kya gumaan kiya?
    1. ADuniya hi ki tarah aakhirat mein bhi nematen milengi
    2. BDuniya se behtar aakhirat mein nematen milengi
    3. CDuniya hi ki tarha aakhirat mein nematen nahi milengi
  10. 10Baagh mein paani dena kaise aasaan tha?
    1. ABarish khoob hoti thi
    2. BBaagh mein hi naher thi
    3. CAas paas pani maujood tha

Información

Descripción
Tafsir Surah Kahf Test sobre TAFSIR SURAH KAHF {TEST-11}, creado por Asiya Abdul Raoof el 01/02/2019.
Idioma
English
Visitas
1.502
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?