Quiz
TAFSIR SURAH KAHF {TEST-11}
Perguntas do quiz (10)
1Duniya ko hi sab kuch samajhna / duniya pe bharosa karna
- AShirk
- BGunah
- Cburi baat
2''Tabida" ke kya ma'ane hain?
- ABarbad
- BHara bhara
- CKhubsurat
3Baagh ke malik pe kis ne zulm kiya?
- AAllah swt
- BFarishton ne
- CUs ne khud
4Jo duniya mein nawaza jata hai wo aakhirat mein bhi nawaza jayega.
- ATrue
- BFalse
5Baagh ke malik ka akhirat ke bare mein kaisa rawaiya tha?
- ASanjeeda (serious)
- BBahot zyada sanjeeda
- CTamaskhurana (non serious)
6Duniya mein nawaza jaana kis baat ki alamat hai?
- AAllah ki aazmaish
- BAllah ki razamandi
- CBande ka nek hona
7"Ana" (ego) ka lafz kis ne sab se pehle istemaal kiya?
- AShaitan
- BInsan
- CFarishte
8Baagh ke malik ko Allah swt ne kitne aur kaise baagh se nawaza tha?
- A2 bekaar baagh
- B2 behtareen baagh
- C1 shandaar baagh
9Baagh ke malik ne kya gumaan kiya?
- ADuniya hi ki tarah aakhirat mein bhi nematen milengi
- BDuniya se behtar aakhirat mein nematen milengi
- CDuniya hi ki tarha aakhirat mein nematen nahi milengi
10Baagh mein paani dena kaise aasaan tha?
- ABarish khoob hoti thi
- BBaagh mein hi naher thi
- CAas paas pani maujood tha
Informações
- Descrição
- Tafsir Surah Kahf Quiz sobre TAFSIR SURAH KAHF {TEST-11}, criado por Asiya Abdul Raoof em 01-02-2019.
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 1.502
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz