¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}

Asiya Abdul Raoof 20 preguntas 3.663 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (20)

  1. 1Q1. Isha aur Fajr ki namaz ke liye masjid mein na ana kis cheez ki alamat hai ?
    1. ATakabur
    2. BNifaq
    3. CKufr
  2. 2Q2. Wodhu karte huwe kis ne bura, zulm aur zyadati ki ?
    1. AAza sahih tarah na dhone wala
    2. BAza teen bar se zyada dhone wala
    3. CDono jawabat durust hai
  3. 3Q3. Kin ke liye Jannat ke sare 8 darwaze khol diye jate hai ?
    1. AWodhu ke baad shahadat dene wala
    2. BAchi tarah wodhu karne wala
    3. CWodhu se pehle masnoon dua padhne wala
  4. 4Q4. Jo log namaz aur aqamat ke baad bhi gharon se masjid ki taraf na aye toh, Nabi (s.a.w.s) unke liye kya chahte hai ?
    1. AUnse kabhi baat na kare
    2. BUnpar jurmana lagae
    3. CUnpar shaded narazgi ka izhaar kiya
  5. 5Q5. Wo kya amal hai, jiski wajah se Nabi (s.a.w.s) ne Jannat mein apne agey agey Hazrat Bilal (r.a) ke jutoon ki aahat khawab mein suni ?
    1. ATahiyyat al masjid ada karna
    2. BTahiyyat al wodhu ada karna
    3. CNawafil ki kasrat
  6. 6Q6. Taik lagae baghair, ungh ane se wodhu toot jata hai ?
    1. AGalat
    2. BNaya wodhu karna behtar hai
    3. CSahih
  7. 7Q7. Wodhu mein chothai 1/4 (one fourth) sar ka masah kafi hai ?
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CMardon ke liye kafi hai
  8. 8Q8. Farz namaz mein, kami ko pura karne wali kya cheez hai ?
    1. ANawafil
    2. BSadqa
    3. CHusne aklaaq
  9. 9Q9. Ek wodhu se ek se zyada namaze padhi jasakti hai :-
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CNaya wodhu karna behtar hai
  10. 10Q10. Khilaaf-e-sunnat namaz ka natijah kya hai ?
    1. AFasaad
    2. BIkhtelaafat
    3. CQayamat mein na kaami

Información

Descripción
The fundamentals of PRAYER
Idioma
English
Visitas
3.663
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?