¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}

Asiya Abdul Raoof 20 preguntas 1.954 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (20)

  1. 1Q1. Nabi (s.a.w.s) ne mana farmaya.
    1. AKamar par haath rakhne se
    2. BUngliya chathane se
    3. CDono jawabaat dusrust hai
  2. 2Q2. Falah pane wale momin koun hai ?
    1. AJo namaz mein khushu karte hai
    2. BApni namazo ki hifazat karte hai
    3. CDono jawabaat durust hai
  3. 3Q3. Namaz mein khushu ka izhar kis tarah hota hai ?
    1. ABanda chak aur choband (alert) rahe
    2. BGhair zaruri harkat se bache
    3. CDono jawabaat durust hai
  4. 4Q4. Namaz mein dua mangte huwe asmaan ki taraf nighae uthane mein koi harj nahi.
    1. AJee haan
    2. BJee nahi
    3. CJaiz hai
  5. 5Q5. Daurane namaz jamai lene se :-
    1. AShaitan muh mein dakhil hota hai
    2. BParhaiz kare jahan tak mumkin ho
    3. CDono jawabaat durust hai
  6. 6Q6. Har farz namaz ke baad _______________ padhne wale ko maut ke siwa koi cheez Jannat mein jane se nahi rok sakti.
    1. AKalme Shahadat
    2. BKalme Tawheed
    3. CAytal Kursi
  7. 7Q7. Namaz ke baad ke azkaar-e-masnoon na padhne wale :-
    1. AKi namaz qubool nahi ki jati
    2. BBahut se ajr se mehrum hojate hai
    3. CDono jawabaat durust hai
  8. 8Q8. Mu'awazatain kya hai ?
    1. ASurah Al-Falaq & Surah Al-Ikhlaas
    2. BSurah Al-Naas & Surah Al-Ikhlaas
    3. CSurah Al-Falaq & Surah Al-Naas
  9. 9Q9. 12 rakat ___________________ ki papandi karne wale ke liye Jannat mein ghar banaya jata hai.
    1. ASunnate muakidah
    2. BSunnate ghair muakidah
    3. CNawafil
  10. 10Q10. Ye 2 sunnate dunya jahan ki har cheez se zyada qeemti hai.
    1. AMaghrib se pehle
    2. BZuhr se pehle
    3. CFajr se pehle

Información

Descripción
The fundamentals of PRAYER
Idioma
English
Visitas
1.954
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?