Test
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-21}
Preguntas del test (20)
1Q1. Namaz-e-Ghrahan ke baad khutbah dena :-
- AMasnoon hai
- BWajib hai
- CJaiz hai
2Q2. Kis ghazwae se wapsi par rasool (s.a.w.s) ne sahaba ikhraam ko farmaya ke Asr ki namaz Banu Quraiza mein jakar padhna ?
- AGhazwae Ahzaab
- BGhazwae Khandaq
- CGhazwae Mustalaq
3Q3. Namaz-e-ghrahan ka waqt kya hai ?
- AChasht ka waqt
- BJab ghrahan lage
- CJis din ghrahan lage us din kisi waqt bhi padhi jasakti hai
4Q4. Kis namaz ke liye logon ko jama karne ke liye kaha jata hai ke "Namaz tayyar hai".
- ANamaze Khauf
- BNamaze Ghrahan
- CNamaze Istekhara
5Q5. Namaz-e-Khauf ke liye :-
- ASafar shart nahi hai
- BSafar shart hai
- CHazr shart hai
6Q6. Namaz-e-Kasoof aur Khusoof ki khaas baat kya hai ?
- AQiraat buland awaaz se padhi jati hai
- BTaweel namaz padhi jati hai
- CDono jawabaat durust hai
7Q7. Istekhara ka ma'na kya hai ?
- AAllah se khair talab karna
- BAllah ki panah mein ana
- CAllah se maafi mangna
8Q8. Sahaba ikhraam ka ek groh Banu Quraiza mein puhunch kar aur ek groh ka raste mein namaz ada karna. Kya zahir karta hai ?
- AEk masle ke ek se zyada haal hosakte hai
- BSahaba ikhraam ke darmiyan ikhtelaaf ko zahir karna hai
- CNabi (s.a.w.s) ko sahaba se bahut mohabbat thi
9Q9. Nabi (s.a.w.s) ne kis shaks ke liye khaas dua farmai ke "Allah aise shaks ke chehre ko tarwa tazah rakhe".
- ALogon ko maaf kar dene wala
- BBahut zyada muskurane wala
- CJisne hadeeth suni, yaad ki aur dusron tak puhchai
10Q10. Istekhara kisko karna chahiye ?
- AMasjid ke imaam se karwaya jana chahiye
- BJisko maslah darpesh hai
- CGhar ka baad kare toh behtar hai
11Q11. Namaz-e-Awwabeen ka waqt kya hai ?
- ATuluh-e-suraj ke 15 minute pehle
- BTuluh-e-suraj ke 2 ghante baad
- CTuluh-e-suraj ke 2-2 1/2 ghante baad
12Q12. Namaz-e-Chasht mein kitni rakate ada karna afzal hai ?
- A2
- B4
- C12
13Q13. Istekhara ke baad khawab mein hari cheez ya hara rang dekhna kaisa hai :-
- AAllah ki taraf se kaam ki ijaazat milna hai
- BAllah ki taraf se kaam ki ijaazat na milna hai
- CIs baat ka istekhara se koi taluq nahi
14Q14. Istekhara ka waqt kya hai ?
- ARaat ke waqt sone se pehle
- BTahajjud ka waqt
- CJab maslah pesh aye
15Q15. Kis shaks ke din bhar ke kaamo ki zimedari Allah tala apne zime le leta hai ?
- AChasht ki 4 rakat ada karne wala
- BTahajjud ki 4 rakat ada karne wala
- CAsr se pehle 4 rakat ada karne wala
16Q16. "Mubah" kamo se kya murad hai ?
- AWo kaam jinko karne se sawab milta hai
- BWo kaam jinko karne se sawab nahi milta hai
- CWo kaam jinko karne se na sawab milta hai na chodne se gunah milta hai
17Q17. Namaz-e-Fajr ada karne ke baad usi jagah chasht ka intezaar karne aur 2 rakat padhne ka sawab :-
- AEk utni ki qurbani ke barabar hai
- BEk hajj aur umrah ke barabar hai
- CEk ghulam azaad karne ke barabar hai
18Q18. Istekhara ke bawajood faisla mushkil ho toh :-
- ABar bar istekhara duhrana chahiye
- BKhawab mein jawab ka intezaar karna chahiye
- CEk dafa se zyada istekhara nahi karna chahiye
19Q19. Humare muashre mein subse zyada toham parasti kis muamle mein pai jati hai ?
- ASuraj ghrahan
- BChand ghrahan
- CDono ke bare mein
20Q20. Behtareen khata kar koun hai ?
- AGunah ka ehsaas karke mayus hojane wale
- BApne gunah ka dusron ko batane wala take dusre baaz rahe
- CGunah ke baad fauran ruju karne wala
Información
- Descripción
- The fundamentals of PRAYER
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 1.668
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test