Test
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Crea una cuenta gratis para terminar este test
Guarda tu progreso y consulta tu resultado final.
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión
Preguntas del test (20)
1Q1. Hijrat-e-Madina ke dauran Rasool (saws) ka guzar kin ke khaime se huwa ?
- AUmme Hani
- BUmme Ayman
- CUmme Muabd
2Q2. Aap (saws) ki paidaish waqie feel ke kitne din baad huwi ?
- A15
- B25
- C50
3Q3. Shaqe sadr ka waqia kab pesh aya ?
- A12 saal
- B8 saal
- C4 saal
4Q4. 16 saal ki umr mein Aap (saws) ne kis muahide mein shirkat farmai ?
- AHilf ul Fuzool
- BHilf Bait Allah
- CHilf Mazlum
5Q5. Hajre Aswad ko kaabatullah mein nasb karne ka hakeemana faisla Aap (saws) ne kis umr mein farmaya ?
- A25
- B35
- C45
6Q6. Islam ki pehli hijrat kahan ki gai ?
- AYemen
- BHabsha
- CTaif
7Q7. Wo ummul momineen jo sirf 3 mahine Aap (saws) ke saath reh kar wafat pagae ?
- AZainab Bint Khuzaima (ra)
- BUmme Salma Bint Umaiya (ra)
- CSaudha Bint Zamah (ra)
8Q8. Abu Bakr (ra) ne Rasool (saws) ke wafat ke waqt kis surat ki tilawat ki ?
- AAl Baqarah
- BAle Imran
- CAl Muzammil
9Q9. Nabi (saws) ne kitne saal tak khufiya tableegh ki ?
- A2 saal
- B3 saal
- C4 saal
10Q10. Kis sahabi ko Rasool (saws) ne rukhsat karte huwe farmaya ke "hosakta hai ke aaj ke baad tum mujhe dobara is masjid mein na dekh sakoge"
- AAbu Bakr (ra)
- BMuaz Bin Jabal (ra)
- CAbu Zar Ghaffari (ra)
11Q11. Nabi (saws) ne hajjatul wida ke mauqe per kiska sood maaf farma diya ?
- AAbbas (ra)
- BHamza (ra)
- CAbu Sufyan (ra)
12Q12. Nabi (saws) ne wafat se pehle khutbe mein musalmano ke kis fitne mein padh jane ke andeshe ka izhar kiya ?
- AShirk
- BGhuroor
- CDunya talbi
13Q13. Abu Bakr (ra) ne Nabi (saws) ki beemari ke dauran Masjid Nabawi mein kitni namaze padhai ?
- A17
- B25
- C21
14Q14. 12 Rabi-ul-awwal :-
- ATareeqe paidaish
- BTareeqe wafat
- CDono jawab durust hai
15Q15. Nabi (saws) ne wafat ke waqt kis rukn ki khas takeed farmai ?
- ARoza
- BNamaz
- CZakat
16Q16. Rasool (saws) ne Masjid Nabawi mein khulne wale kis sahabi ke ghar ke darwaze ke alawa sub darwaze band karne ka hokum diya ?
- AAbu Bakr (ra)
- BUmar (ra)
- CAli (ra)
17Q17. Nabi (saws) ne khass kar kis tabqe ke liye wasiyat farmai ?
- ALoundi ghulam
- BMasakeen
- CGhurba
18Q18. Nabi (saws) ko kis ghazwae ke mauqe per yahoodi aurat ne zehrila khana khilaya tha, jiska asar wo wafat ke waqt mehsus kar rahe the ?
- AGhazwa Banu Mustalaq
- BGhazwe Tabuk
- CGhazwe Khayber
19Q19. Shaam ki taraf jo lashkar Rasool (saws) ne rawana farmaya uske sippasalar koun the ?
- AUsama Bin Zaid (ra)
- BZaid Bin Harisa (ra)
- CSulaiman Farsi (ra)
20Q20. Rasool (saws) ki hum urm ummul momineen :-
- ASaudha (ra)
- BHafsa (ra)
- CKhadeeja (ra)
Información
- Descripción
- The fundamentals of DUROOD
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 2.301
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test