Quiz
SURAH YUSUF QUIZ 3 (LEC 5 & 6)
Perguntas do quiz (10)
1Q1- Qaid khaane mein Yusuf(A.S) ke saath _____________ ghulam the
- ADo
- BTeen
- CChaar
2Q2- Yusuf(A.S) ne jail mein bhi tableegh ka kaam kiya
- ASahi
- BGhalat
3Q3- Jail se chootne ke baad Yusuf(A.S) ke saathi ne Misr ke baadshah se....
- AYusuf(A.S) ka zikr karna bhool gaye, jiski wajah se wo kaee saal jail mein rahe
- BFauran Yusuf(A.S) ka zikr kiya
4Q4- Ghulaamon ne khwaab ki taabeer, Yusuf(A.S) se poochi, kyunki...
- AWo Taabeer karne ke liye mash-hoor the
- BWo apni Seerat aur akhlaq se nek maaloom hote the
5Q5- Is waaqiye se humne seekha ki insaan bure maahol mein bhi apne aapko sahi raaste per rakh sakta hai
- ASahi
- BGhalat
6Q6- Is Surah mein _________ ke bohot tazkire hain
- AKhwaab
- BQatl
7Q7- Khwaab sabko aate hain aur unki taabeer sabko....
- AAa sakti hai
- BNahi aa sakti hai
8Q8- Kitaabein padh lene se Khwaabon ki taabeer karna nahi aa sakta.
- ASahi
- BGhalat
9Q9- Khwaab _______________ ki taraf se aa sakte hain
- AAllah
- BShaitaan
- CAllah aur Shaitaan
10Q10- Khwaab mein _____________ moti gaayein(cows) thi jinko dubli gaayein khaa rahi thi
- ATeen
- BPaanch
- CSaat
Informações
- Descrição
- Quiz sobre SURAH YUSUF QUIZ 3 (LEC 5 & 6), criado por shabana rupani em 05-05-2020.
- Autor
- shabana rupani
- Idioma
- English
- Visualizações
- 888
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz