GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

SURAH YUSUF QUIZ 3 (LEC 5 & 6)

shabana rupani 10 questions

Take the quiz

Questions in this quiz (10)

  1. 1Q1- Qaid khaane mein Yusuf(A.S) ke saath _____________ ghulam the
    1. ADo
    2. BTeen
    3. CChaar
  2. 2Q2- Yusuf(A.S) ne jail mein bhi tableegh ka kaam kiya
    1. ASahi
    2. BGhalat
  3. 3Q3- Jail se chootne ke baad Yusuf(A.S) ke saathi ne Misr ke baadshah se....
    1. AYusuf(A.S) ka zikr karna bhool gaye, jiski wajah se wo kaee saal jail mein rahe
    2. BFauran Yusuf(A.S) ka zikr kiya
  4. 4Q4- Ghulaamon ne khwaab ki taabeer, Yusuf(A.S) se poochi, kyunki...
    1. AWo Taabeer karne ke liye mash-hoor the
    2. BWo apni Seerat aur akhlaq se nek maaloom hote the
  5. 5Q5- Is waaqiye se humne seekha ki insaan bure maahol mein bhi apne aapko sahi raaste per rakh sakta hai
    1. ASahi
    2. BGhalat
  6. 6Q6- Is Surah mein _________ ke bohot tazkire hain
    1. AKhwaab
    2. BQatl
  7. 7Q7- Khwaab sabko aate hain aur unki taabeer sabko....
    1. AAa sakti hai
    2. BNahi aa sakti hai
  8. 8Q8- Kitaabein padh lene se Khwaabon ki taabeer karna nahi aa sakta.
    1. ASahi
    2. BGhalat
  9. 9Q9- Khwaab _______________ ki taraf se aa sakte hain
    1. AAllah
    2. BShaitaan
    3. CAllah aur Shaitaan
  10. 10Q10- Khwaab mein _____________ moti gaayein(cows) thi jinko dubli gaayein khaa rahi thi
    1. ATeen
    2. BPaanch
    3. CSaat

Information

Description
Quiz on SURAH YUSUF QUIZ 3 (LEC 5 & 6), created by shabana rupani on 05/05/2020.
Language
English
Views
888
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?